Miyan Biwi Aur Ghaalib, Urdu Nazam By Syed Hashmat Sohail

Miyan Biwi Aur Ghaalib is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Syed Hashmat Sohail. Miyan Biwi Aur Ghaalib comes under the Funny category of Urdu Nazam. You can read Miyan Biwi Aur Ghaalib on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میاں بیوی اور غالبؔ

سید حشمت سہیل

میاں بیوی میں تھی کچھ بحث و تکرار

تھے زیر بحث غالبؔ کے کچھ اشعار

کوئی جب فیصلہ ہو ہی نہ پایا

تو پھر تنگ آ کے بیوی نے سنایا

میں مر کر جب پہنچ جاؤں گی جنت

تو خود غالبؔ سے کر لوں گی وضاحت

کہا شوہر نے کیا سمجھی ہو بی بی

وہ شاعر تھے شرابی اور کبابی

جہنم ہی میں ہوگا ان کو رہنا

کہا بیوی نے پھر تم پوچھ لینا

سید حشمت سہیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Miyan Biwi Aur Ghaalib

Syed Hashmat Sohail

miyan-biwi mein thi kuchh bahs-o-takrar
the zer-e-bahs 'ghaalib' ke kuchh ashaar

koi jab faisla ho hi na paya
to phir tang aa ke biwi ne sunaya

main mar kar jab pahunch jaungi jannat
to KHud 'ghaalib' se kar lungi wazahat

kaha shauhar ne kya samjhi ho bibi
wo shair the sharabi aur kababi

jahannum hi mein hoga un ko rahna
kaha biwi ne phir tum puchh lena

(7238) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Miyan Biwi Aur Ghaalib written by Syed Hashmat Sohail at UrduPoint. Miyan Biwi Aur Ghaalib is one of the masterpieces written by Syed Hashmat Sohail. You can also find the complete poetry collection of Syed Hashmat Sohail by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Hashmat Sohail' above.

Miyan Biwi Aur Ghaalib is a widely read Urdu Nazam. If you like Miyan Biwi Aur Ghaalib, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Funny Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.