Ek KHatun Aur Nujumi, Urdu Nazam By Syed Hashmat Sohail

Ek KHatun Aur Nujumi is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Syed Hashmat Sohail. Ek KHatun Aur Nujumi comes under the Funny category of Urdu Nazam. You can read Ek KHatun Aur Nujumi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ایک خاتون اور نجومی

سید حشمت سہیل

یہ پوچھا اک نجومی سے خاتون نے سوال

مجھ کو بتاؤ تو ذرا قسمت کا میرے حال

کرکے حساب زائچہ اس نے بتا دیا

قسمت کا حال اس طرح ان کو بتا دیا

ہوگا اچانک آپ کے شوہر کا انتقال

اور پھر ملے گا آپ کو اک دم بہت سا مال

خاتون بولیں اتنا تو خود مانتی ہوں میں

میں بیوہ ہونے والی ہوں یہ جانتی ہوں میں

یہ بھی میں جانتی ہوں کہ دولت میں پاؤں گی

بس یہ بتا دو میں تو نہیں پکڑی جاؤں گی

سید حشمت سہیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek KHatun Aur Nujumi

Syed Hashmat Sohail

ye puchha ek nujumi se KHatun ne sawal
mujh ko batao to zara qismat ka mere haal

karke hisab-e-zaicha us ne bata diya
qismat ka haal is tarah un ko bata diya

hoga achanak aap ke shauhar ka intiqal
aur phir milega aap ko ek dam bahut sa mal

KHatun bolin itna to KHud manti hun main
main bewa hone wali hun ye jaanti hun main

ye bhi main jaanti hun ki daulat main paungi
bas ye bata do main to nahin pakDi jaungi

(4215) ووٹ وصول ہوئے

You can read Ek KHatun Aur Nujumi written by Syed Hashmat Sohail at UrduPoint. Ek KHatun Aur Nujumi is one of the masterpieces written by Syed Hashmat Sohail. You can also find the complete poetry collection of Syed Hashmat Sohail by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Hashmat Sohail' above.

Ek KHatun Aur Nujumi is a widely read Urdu Nazam. If you like Ek KHatun Aur Nujumi, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Funny Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.