Main Nalon Ka Apne Asar Chahta Hun, Urdu Ghazal By Syed Manzar Hassan Desnavi

Main Nalon Ka Apne Asar Chahta Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Manzar Hassan Desnavi. Main Nalon Ka Apne Asar Chahta Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Main Nalon Ka Apne Asar Chahta Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں نالوں کا اپنے اثر چاہتا ہوں

سید منظر حسن دسنوی

میں نالوں کا اپنے اثر چاہتا ہوں

شب ہجر کی اب سحر چاہتا ہوں

یہ لطف و کرم آپ کے خوب لیکن

محبت بہ رنگ دگر چاہتا ہوں

میں کیا چاہتا ہوں یہ کیا پوچھتے ہو

میں دنیا میں زیر و زبر چاہتا ہوں

جنون محبت کی یہ انتہا ہے

کہ تیرے ہی دیوار و در چاہتا ہوں

یہ باتیں تمہاری ہیں پر لطف ناصح

یہ قصہ مگر مختصر چاہتا ہوں

بگاڑا ہے منظرؔ یہ زاہد نے کیسا

فرشتہ بہ شکل بشر چاہتا ہوں

سید منظر حسن دسنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Nalon Ka Apne Asar Chahta Hun

Syed Manzar Hassan Desnavi

main nalon ka apne asar chahta hun
shab-e-hijr ki ab sahar chahta hun

ye lutf-o-karam aap ke KHub lekin
mohabbat ba-rang-e-digar chahta hun

main kya chahta hun ye kya puchhte ho
main duniya mein zer-o-zabar chahta hun

junun-e-mohabbat ki ye intiha hai
ki tere hi diwar-o-dar chahta hun

ye baaten tumhaari hain pur-lutf naseh
ye qissa magar muKHtasar chahta hun

bigaDa hai 'manzar' ye zahid ne kaisa
farishta ba-shakl-e-bashar chahta hun

(476) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Nalon Ka Apne Asar Chahta Hun written by Syed Manzar Hassan Desnavi at UrduPoint. Main Nalon Ka Apne Asar Chahta Hun is one of the masterpieces written by Syed Manzar Hassan Desnavi. You can also find the complete poetry collection of Syed Manzar Hassan Desnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Manzar Hassan Desnavi' above.

Main Nalon Ka Apne Asar Chahta Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Nalon Ka Apne Asar Chahta Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.