Kufr Se Kuchh Kaam Hai Hum Ko Na Iman Se Gharaz, Urdu Ghazal By Syed Masood Hasan Masood

Kufr Se Kuchh Kaam Hai Hum Ko Na Iman Se Gharaz is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Masood Hasan Masood. Kufr Se Kuchh Kaam Hai Hum Ko Na Iman Se Gharaz comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Kufr Se Kuchh Kaam Hai Hum Ko Na Iman Se Gharaz on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کفر سے کچھ کام ہے ہم کو نہ ایماں سے غرض

سید مسعود حسن مسعود

کفر سے کچھ کام ہے ہم کو نہ ایماں سے غرض

ہے تو بس اپنی خیالات پریشاں سے غرض

جوش وحشت میں نہیں سیر گلستاں سے غرض

ہے مرے دست جنوں کو جیب و داماں سے غرض

قید سے تخصیص کی آزاد ہے سودائے عشق

ہم کو مطلب ہے بیاباں سے نہ زنداں سے غرض

مشغلہ اچھا ہجوم غم میں ہاتھ آیا مرے

کام ہے لب کو فغاں سے دل کو حرماں سے غرض

اے ہوائے جذب دل امداد کرنا چاہئے

مصر والوں کو نہیں ہے پیر کنعاں سے غرض

عیش و عشرت سے جنہیں دم بھر کو بھی فرصت نہیں

خاک ہو ان کو مرے حال پریشاں سے غرض

منحصر جب موت پر کمبخت کی ہے زندگی

ہو مریض غم کو تیری خاک درماں سے غرض

عاشقوں کا مذہب و ملت جدا ایماں جدا

سب سے بیگانے ہیں کیا گبر و مسلماں سے غرض

کام صحت سے نہ ہے کچھ چارہ گر کی احتیاج

لذت زخم جگر کو ہے نمکداں سے غرض

بحر عالم میں پہنچنا تا بہ ساحل ہے ضرور

کشتیٔ عمر رواں کو کب ہے طوفاں سے غرض

کوچۂ جاناں میسر ہم کو ہو مسعودؔ اگر

چھوڑ کر اس کو نہ رکھیں باغ رضواں سے غرض

سید مسعود حسن مسعود

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kufr Se Kuchh Kaam Hai Hum Ko Na Iman Se Gharaz

Syed Masood Hasan Masood

kufr se kuchh kaam hai hum ko na iman se gharaz
hai to bas apni KHayalat-e-pareshan se gharaz

josh-e-wahshat mein nahin sair-e-gulistan se gharaz
hai mere dast-e-junun ko jeb-o-daman se gharaz

qaid se taKHsis ki aazad hai sauda-e-ishq
hum ko matlab hai bayaban se na zindan se gharaz

mashghala achchha hujum-e-gham mein hath aaya mere
kaam hai lab ko fughan se dil ko hirman se gharaz

ai hawa-e-jazb-e-dil imdad karna chahiye
misr walon ko nahin hai pir-e-kanan se gharaz

aish-o-ishrat se jinhen dam-bhar ko bhi fursat nahin
KHak ho un ko mere haal-e-pareshan se gharaz

munhasir jab maut par kambaKHt ki hai zindagi
ho mariz-e-gham ko teri KHak-e-darman se gharaz

aashiqon ka mazhab-o-millat juda iman juda
sab se begane hain kya gabr-o-musalman se gharaz

kaam sehat se na hai kuchh chaaragar ki ehtiyaj
lazzat-e-zaKHm-e-jigar ko hai namak-dan se gharaz

bahr-e-alam mein pahunchna ta-ba-sahil hai zarur
kashti-e-umr-e-rawan ko kab hai tufan se gharaz

kucha-e-jaanan mayassar hum ko ho 'masud' agar
chhoD kar us ko na rakkhen bagh-e-rizwan se gharaz

(471) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kufr Se Kuchh Kaam Hai Hum Ko Na Iman Se Gharaz written by Syed Masood Hasan Masood at UrduPoint. Kufr Se Kuchh Kaam Hai Hum Ko Na Iman Se Gharaz is one of the masterpieces written by Syed Masood Hasan Masood. You can also find the complete poetry collection of Syed Masood Hasan Masood by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Masood Hasan Masood' above.

Kufr Se Kuchh Kaam Hai Hum Ko Na Iman Se Gharaz is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kufr Se Kuchh Kaam Hai Hum Ko Na Iman Se Gharaz, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.