Hamein Jab Ehsas-e-zindagi Tha To Dil Mein Ek KHwahish-e-numu Thi, Urdu Ghazal By Syed Muzaffar Ahmad Ziya

Hamein Jab Ehsas-e-zindagi Tha To Dil Mein Ek KHwahish-e-numu Thi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Muzaffar Ahmad Ziya. Hamein Jab Ehsas-e-zindagi Tha To Dil Mein Ek KHwahish-e-numu Thi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hamein Jab Ehsas-e-zindagi Tha To Dil Mein Ek KHwahish-e-numu Thi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہمیں جب احساس زندگی تھا تو دل میں اک خواہش نمو تھی

سید مظفر احمد ضیا

ہمیں جب احساس زندگی تھا تو دل میں اک خواہش نمو تھی

عجیب نکھرا ہوا تھا عالم حسین دنیائے رنگ و بو تھی

کہیں پہ تھی رنگ و بو کی کثرت کہیں پہ تقسیم رنگ و بو تھی

تلاش تھی ماسوا کی مجھ کو انہیں خود اپنی ہی جستجو تھی

نشاط انگیز تھیں ہوائیں سرور افروز تھیں فضائیں

شعور تھا اور یاد تیری نظر تھی اور تیری جستجو تھی

دیار نو میں اگر ہمارا وقار قائم نہیں تو کیا ہے

کبھی ہمارا بھی مرتبہ تھا کبھی ہماری بھی آبرو تھی

شفق کے سیلاب میں نہا کر کبھی جو ابھرے حسین ساغر

تو میکدے کی نشاط پرور فضا میں آواز ہاؤ ہو تھی

ہر اک نظر میں جمال تیرا ہر اک قدم پہ خیال تیرا

کہ آب و گل کے جہاں میں اب تک تلاش تیری ہی چار سو تھی

ترے تصور کا لمحہ لمحہ ضیاؔ کی تسکین دل کا باعث

کہ اس کی دنیا میں کچھ نہیں تھا بس ایک تیری ہی آرزو تھی

سید مظفر احمد ضیا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hamein Jab Ehsas-e-zindagi Tha To Dil Mein Ek KHwahish-e-numu Thi

Syed Muzaffar Ahmad Ziya

hamein jab ehsas-e-zindagi tha to dil mein ek KHwahish-e-numu thi
ajib nikhra hua tha aalam hasin duniya-e-rang-o-bu thi

kahin pe thi rang-o-bu ki kasrat kahin pe taqsim-e-rang-o-bu thi
talash thi ma-siwa ki mujh ko unhen KHud apni hi justuju thi

nashat-angez thin hawaen surur-afroz thin fazaen
shuur tha aur yaad teri nazar thi aur teri justuju thi

dayar-e-nau mein agar hamara waqar qaem nahin to kya hai
kabhi hamara bhi martaba tha kabhi hamari bhi aabru thi

shafaq ke sailab mein naha kar kabhi jo ubhre hasin saghar
to mai-kade ki nashat-parwar faza mein aawaz-e-hao-hu thi

har ek nazar mein jamal tera har ek qadam pe KHayal tera
ki aab-o-gil ke jahan mein ab tak talash teri hi chaar-su thi

tere tasawwur ka lamha lamha 'ziya' ki taskin-e-dil ka bais
ki us ki duniya mein kuchh nahin tha bas ek teri hi aarzu thi

(453) ووٹ وصول ہوئے

You can read Hamein Jab Ehsas-e-zindagi Tha To Dil Mein Ek KHwahish-e-numu Thi written by Syed Muzaffar Ahmad Ziya at UrduPoint. Hamein Jab Ehsas-e-zindagi Tha To Dil Mein Ek KHwahish-e-numu Thi is one of the masterpieces written by Syed Muzaffar Ahmad Ziya. You can also find the complete poetry collection of Syed Muzaffar Ahmad Ziya by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Muzaffar Ahmad Ziya' above.

Hamein Jab Ehsas-e-zindagi Tha To Dil Mein Ek KHwahish-e-numu Thi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hamein Jab Ehsas-e-zindagi Tha To Dil Mein Ek KHwahish-e-numu Thi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.