SoKHta Kashti Ka Malba Main Mera Dil Aur Sham, Urdu Ghazal By Syed Naseer Shah

SoKHta Kashti Ka Malba Main Mera Dil Aur Sham is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Naseer Shah. SoKHta Kashti Ka Malba Main Mera Dil Aur Sham comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read SoKHta Kashti Ka Malba Main Mera Dil Aur Sham on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سوختہ کشتی کا ملبہ میں مرا دل اور شام

سید نصیر شاہ

سوختہ کشتی کا ملبہ میں مرا دل اور شام

غم زدہ اترے ہوئے دریا کا ساحل اور شام

رات کے اک پیش رس تارے کی دھڑکن تیز تیز

آنکھ میں سہمے ہوئے خوابوں کی جھلمل اور شام

خستگی سے چور پاؤں حسرت واماندگی

کہر میں ڈوبی ہوئی موہوم منزل اور شام

آشیاں میں منتظر بچوں کا کرب افزا خیال

رشتہ برپا طائروں کا رقص بسمل اور شام

میں یہ کاغذ اور اشک آلود شعروں کا نزول

ایک وادی ایک چشمے کی ترل رل اور شام

سید نصیر شاہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

SoKHta Kashti Ka Malba Main Mera Dil Aur Sham

Syed Naseer Shah

soKHta kashti ka malba main mera dil aur sham
gham-zada utre hue dariya ka sahil aur sham

raat ke ek pesh-ras tare ki dhaDkan tez tez
aankh mein sahme hue KHwabon ki jhilmil aur sham

KHastagi se chur panw hasrat-e-wamandgi
kohr mein Dubi hui mauhum manzil aur sham

aashiyan mein muntazir bachchon ka karb-afza KHayal
rishta barpa taeron ka raqs-e-bismil aur sham

main ye kaghaz aur ashk-alud sheron ka nuzul
ek wadi ek chashme ki taral-ril aur sham

(329) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read SoKHta Kashti Ka Malba Main Mera Dil Aur Sham written by Syed Naseer Shah at UrduPoint. SoKHta Kashti Ka Malba Main Mera Dil Aur Sham is one of the masterpieces written by Syed Naseer Shah. You can also find the complete poetry collection of Syed Naseer Shah by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Naseer Shah' above.

SoKHta Kashti Ka Malba Main Mera Dil Aur Sham is a widely read Urdu Ghazal. If you like SoKHta Kashti Ka Malba Main Mera Dil Aur Sham, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.