Dasht Mein Qais-numa KHak UData Hai Koi, Urdu Ghazal By Syed Sohaib Hashmi

Dasht Mein Qais-numa KHak UData Hai Koi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Sohaib Hashmi. Dasht Mein Qais-numa KHak UData Hai Koi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dasht Mein Qais-numa KHak UData Hai Koi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دشت میں قیس نما خاک اڑاتا ہے کوئی

سید صہیب ہاشمی

دشت میں قیس نما خاک اڑاتا ہے کوئی

یعنی برسوں سے چلی ریت نبھاتا ہے کوئی

مرے اندر کا سخن فہم سلامت ہے ابھی

خواب میں میرؔ کا اک شعر سناتا ہے کوئی

پھول گلدان میں رکھتے ہیں سبھی میزوں پر

نام کاغذ پہ ترا لکھ کے سجاتا ہے کوئی

جس طرح عہد گزشتہ کو نبھاتا ہے کوئی

یوں تری یاد کا تہوار مناتا ہے کوئی

گروی رکھتا ہے بدن آنکھ جوانی سب کچھ

خواب کو بیچ کے تعبیر کماتا ہے کوئی

سید صہیب ہاشمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dasht Mein Qais-numa KHak UData Hai Koi

Syed Sohaib Hashmi

dasht mein qais-numa KHak uData hai koi
yani barson se chali rit nibhata hai koi

mere andar ka suKHan-fahm salamat hai abhi
KHwab mein 'mir' ka ek sher sunata hai koi

phul gul-dan mein rakhte hain sabhi mezon par
nam kaghaz pe tera likh ke sajata hai koi

jis tarah ahd-e-guzishta ko nibhata hai koi
yun teri yaad ka tehwar manata hai koi

girwi rakhta hai badan aankh jawani sab kuchh
KHwab ko bech ke ta۔bir kamata hai koi

(442) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dasht Mein Qais-numa KHak UData Hai Koi written by Syed Sohaib Hashmi at UrduPoint. Dasht Mein Qais-numa KHak UData Hai Koi is one of the masterpieces written by Syed Sohaib Hashmi. You can also find the complete poetry collection of Syed Sohaib Hashmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Sohaib Hashmi' above.

Dasht Mein Qais-numa KHak UData Hai Koi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dasht Mein Qais-numa KHak UData Hai Koi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.