Ab Is Se Aur Ibarat Nahin Koi Sadi, Urdu Ghazal By Syed Tamjeed Haider Tamjeed

Ab Is Se Aur Ibarat Nahin Koi Sadi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Tamjeed Haider Tamjeed. Ab Is Se Aur Ibarat Nahin Koi Sadi comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Ab Is Se Aur Ibarat Nahin Koi Sadi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب اس سے اور عبارت نہیں کوئی سادی

سید تمجید حیدر تمجید

اب اس سے اور عبارت نہیں کوئی سادی

کہ میرا خاص ہنر بھی رہا خدا دادی

خدا کی یاد ہے خلوت میں اس لئے بہتر

کہ خود کو جانے گا تنہائیوں میں فریادی

تم اس کے بندے بنو وہ کہ جو دکھائی نہ دے

اسی میں پنہاں ہے انسان رمز آزادی

وہ جانے والے ہوں حاضر کہ آنے والے ہوں

سب ایک خط میں کھڑے ہیں بقید ابعادی

بتا شرافت‌‌ دنیا بتا کہ کھل جائے

کرے گا کب تلک اس دل میں خانہ دامادی

یہ وہم فہم‌ حقیقت نہیں حقیقت ہے

کہ بس حقیقت دنیا ہے گریئہ شادی

یہ شرق و غرب کے اونچے پہاڑ خامی ہیں

حقیقتاً مجھے حاصل ہے جسم فولادی

ہوا نہ کوئی مری خو سے خاطر آشفتہ

مرا وجود ہے مصداق خانہ آبادی

رکے تھمے نہ یہیں تک نیا سفر تمجیدؔ

دکھائے کلک سخن آگے اور استادی

سید تمجید حیدر تمجید

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab Is Se Aur Ibarat Nahin Koi Sadi

Syed Tamjeed Haider Tamjeed

ab is se aur ibarat nahin koi sadi
ki mera KHas hunar bhi raha KHuda-dadi

KHuda ki yaad hai KHalwat mein is liye behtar
ki KHud ko jaanega tanhaiyon mein fariyaadi

tum us ke bande bano wo ki jo dikhai na de
isi mein pinhan hai insan ramz-e-azadi

wo jaane wale hon hazir ki aane wale hon
sab ek KHat mein khaDe hain ba-qaid-e-abaadi

bata sharafat-e-duniya bata ki khul jae
karega kab talak is dil mein KHana-damadi

ye wahm fahm-e-haqiqat nahin haqiqat hai
ki bas haqiqat-e-duniya hai girya-e-shadi

ye sharq-o-gharb ke unche pahaD KHami hain
haqiqatan mujhe hasil hai jism-e-fauladi

hua na koi meri KHu se KHatir-ashufta
mera wajud hai misdaq-e-KHana-abaadi

ruke thame na yahin tak naya safar 'tamjid'
dikhae kilk-e-suKHan aage aur ustadi

(354) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ab Is Se Aur Ibarat Nahin Koi Sadi written by Syed Tamjeed Haider Tamjeed at UrduPoint. Ab Is Se Aur Ibarat Nahin Koi Sadi is one of the masterpieces written by Syed Tamjeed Haider Tamjeed. You can also find the complete poetry collection of Syed Tamjeed Haider Tamjeed by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Tamjeed Haider Tamjeed' above.

Ab Is Se Aur Ibarat Nahin Koi Sadi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab Is Se Aur Ibarat Nahin Koi Sadi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.