Jaane Kab Tak Qatar Mein Rahenge, Urdu Ghazal By Syed Zamin Abbas Kazmi

Jaane Kab Tak Qatar Mein Rahenge is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Zamin Abbas Kazmi. Jaane Kab Tak Qatar Mein Rahenge comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jaane Kab Tak Qatar Mein Rahenge on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جانے کب تک قطار میں رہیں گے

سید ضامن عباس کاظمی

جانے کب تک قطار میں رہیں گے

ہم ترے انتظار میں رہیں گے

تم اسی باغ میں رہو گے سدا

ہم اسی خار زار میں رہیں گے

ہم بچھڑنے کے بعد بھی شاید

آپ کے اختیار میں رہیں گے

کتنے منظر دکھائی دیں گے ہمیں

اور کتنے غبار میں رہیں گے

حال تفصیل سے بتاتے ہوئے

کوشش اختصار میں رہیں گے

شعر ستر ہزار کہہ ڈالے

ایک دو تو شمار میں رہیں گے

اک تنازع کھڑا کریں گے نیا

اور پھر اشتہار میں رہیں گے

سید ضامن عباس کاظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jaane Kab Tak Qatar Mein Rahenge

Syed Zamin Abbas Kazmi

jaane kab tak qatar mein rahenge
hum tere intizar mein rahenge

tum isi bagh mein rahoge sada
hum isi KHarzar mein rahenge

hum bichhaDne ke baad bhi shayad
aap ke iKHtiyar mein rahenge

kitne manzar dikhai denge hamein
aur kitne ghubar mein rahenge

haal tafsil se batate hue
koshish-e-iKHtisar mein rahenge

sher sattar hazar kah Dale
ek do to shumar mein rahenge

ek tanaza khaDa karenge naya
aur phir ishtihaar mein rahenge

(359) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jaane Kab Tak Qatar Mein Rahenge written by Syed Zamin Abbas Kazmi at UrduPoint. Jaane Kab Tak Qatar Mein Rahenge is one of the masterpieces written by Syed Zamin Abbas Kazmi. You can also find the complete poetry collection of Syed Zamin Abbas Kazmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Zamin Abbas Kazmi' above.

Jaane Kab Tak Qatar Mein Rahenge is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jaane Kab Tak Qatar Mein Rahenge, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.