Lazzat-e-lams Ka Inkar Nahin Kar Sakta, Urdu Ghazal By Syed Zamin Abbas Kazmi

Lazzat-e-lams Ka Inkar Nahin Kar Sakta is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Zamin Abbas Kazmi. Lazzat-e-lams Ka Inkar Nahin Kar Sakta comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Lazzat-e-lams Ka Inkar Nahin Kar Sakta on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

لذت۔لمس کا انکار نہیں کر سکتا

سید ضامن عباس کاظمی

لذت۔لمس کا انکار نہیں کر سکتا

دور بیٹھے تجھے سرشار نہیں کر سکتا

جیسے میں دوستوں سے ہنس کے گلے ملتا ہوں

کوئی معمولی اداکار نہیں کر سکتا

ایک دو بار تو روکوں گا مروت میں تجھے

سینکڑوں بار تو اصرار نہیں کر سکتا

باغ میں ایک بھی پھول ایک بھی پھل کے ہوتے

تو مجھے زیست سے بیزار نہیں کر سکتا

ایسا کردار کہانی میں ادا کرنا پڑا

جو کوئی صاحب کردار نہیں کر سکتا

سید ضامن عباس کاظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Lazzat-e-lams Ka Inkar Nahin Kar Sakta

Syed Zamin Abbas Kazmi

lazzat-e-lams ka inkar nahin kar sakta
dur baiThe tujhe sarshaar nahin kar sakta

jaise main doston se hans ke gale milta hun
koi mamuli adakar nahin kar sakta

ek do bar to rokunga murawwat mein tujhe
sainkaDon bar to israr nahin kar sakta

bagh mein ek bhi phul ek bhi phal ke hote
tu mujhe zist se bezar nahin kar sakta

aisa kirdar kahani mein ada karna paDa
jo koi sahab-e-kirdar nahin kar sakta

(569) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Lazzat-e-lams Ka Inkar Nahin Kar Sakta written by Syed Zamin Abbas Kazmi at UrduPoint. Lazzat-e-lams Ka Inkar Nahin Kar Sakta is one of the masterpieces written by Syed Zamin Abbas Kazmi. You can also find the complete poetry collection of Syed Zamin Abbas Kazmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Zamin Abbas Kazmi' above.

Lazzat-e-lams Ka Inkar Nahin Kar Sakta is a widely read Urdu Ghazal. If you like Lazzat-e-lams Ka Inkar Nahin Kar Sakta, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.