BigaD Ke Bhi Muqaddar Ban Gae Hain, Urdu Ghazal By Syeda Shan E Meraj

BigaD Ke Bhi Muqaddar Ban Gae Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syeda Shan E Meraj. BigaD Ke Bhi Muqaddar Ban Gae Hain comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read BigaD Ke Bhi Muqaddar Ban Gae Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بگڑ کے بھی مقدر بن گئے ہیں

سیدہ شانِ معراج

بگڑ کے بھی مقدر بن گئے ہیں

کٹے شانے مرے پر بن گئے ہیں

پرانے مقبروں کے زیر سایہ

نئے انداز کے گھر بن گئے ہیں

کسی خوشبو کی یادوں کے وسیلے

سلگتے عود و عنبر بن گئے ہیں

دعاؤں میں اثر کے آتے آتے

دعا کے ہاتھ پتھر بن گئے ہیں

قلم ہونے کی خواہش کی بدولت

ترے نیزے پہ ہم سر بن گئے ہیں

سیدہ شانِ معراج

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

BigaD Ke Bhi Muqaddar Ban Gae Hain

Syeda Shan E Meraj

bigaD ke bhi muqaddar ban gae hain
kaTe shane mere par ban gae hain

purane maqbaron ke zer-e-saya
nae andaz ke ghar ban gae hain

kisi KHushbu ki yaadon ke wasile
sulagte ud-o-ambar ban gae hain

duaon mein asar ke aate aate
dua ke hath patthar ban gae hain

qalam hone ki KHwahish ki badaulat
tere neze pe hum sar ban gae hain

(380) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read BigaD Ke Bhi Muqaddar Ban Gae Hain written by Syeda Shan E Meraj at UrduPoint. BigaD Ke Bhi Muqaddar Ban Gae Hain is one of the masterpieces written by Syeda Shan E Meraj. You can also find the complete poetry collection of Syeda Shan E Meraj by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syeda Shan E Meraj' above.

BigaD Ke Bhi Muqaddar Ban Gae Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like BigaD Ke Bhi Muqaddar Ban Gae Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.