Gham Is Ka Kuchh Nahin Hai Ki Main Kaam Aa Gaya, Urdu Ghazal By Tahir Faraz

Gham Is Ka Kuchh Nahin Hai Ki Main Kaam Aa Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tahir Faraz. Gham Is Ka Kuchh Nahin Hai Ki Main Kaam Aa Gaya comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gham Is Ka Kuchh Nahin Hai Ki Main Kaam Aa Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

غم اس کا کچھ نہیں ہے کہ میں کام آ گیا

طاہر فراز

غم اس کا کچھ نہیں ہے کہ میں کام آ گیا

غم یہ ہے قاتلوں میں ترا نام آ گیا

جگنو جلے بجھے مری پلکوں پہ صبح تک

جب بھی ترا خیال سر شام آ گیا

محسوس کر رہا ہوں میں خوشبو کی بازگشت

شاید ترے لبوں پہ مرا نام آ گیا

کچھ دوستوں نے پوچھا بتاؤ غزل ہے کیا

بے ساختہ لبوں پہ ترا نام آ گیا

میں نے تو ایک لاش کی دی تھی خبر فرازؔ

الٹا مجھی پہ قتل کا الزام آ گیا

طاہر فراز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gham Is Ka Kuchh Nahin Hai Ki Main Kaam Aa Gaya

Tahir Faraz

gham is ka kuchh nahin hai ki main kaam aa gaya
gham ye hai qatilon mein tera nam aa gaya

jugnu jale bujhe meri palkon pe subh tak
jab bhi tera KHayal sar-e-sham aa gaya

mahsus kar raha hun main KHushbu ki bazgasht
shayad tere labon pe mera nam aa gaya

kuchh doston ne puchha batao ghazal hai kya
be-saKHta labon pe tera nam aa gaya

main ne to ek lash ki di thi KHabar 'faraaz'
ulTa mujhi pe qatl ka ilzam aa gaya

(396) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gham Is Ka Kuchh Nahin Hai Ki Main Kaam Aa Gaya written by Tahir Faraz at UrduPoint. Gham Is Ka Kuchh Nahin Hai Ki Main Kaam Aa Gaya is one of the masterpieces written by Tahir Faraz. You can also find the complete poetry collection of Tahir Faraz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tahir Faraz' above.

Gham Is Ka Kuchh Nahin Hai Ki Main Kaam Aa Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gham Is Ka Kuchh Nahin Hai Ki Main Kaam Aa Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.