Waqt Karta Hai KHud-kushi Mujh Mein, Urdu Ghazal By Tahir Faraz

Waqt Karta Hai KHud-kushi Mujh Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tahir Faraz. Waqt Karta Hai KHud-kushi Mujh Mein comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Waqt Karta Hai KHud-kushi Mujh Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وقت کرتا ہے خودکشی مجھ میں

طاہر فراز

وقت کرتا ہے خودکشی مجھ میں

لمحہ لمحہ ہے زندگی مجھ میں

سونے والی سماعتو جاگو

خامشی بولنے لگی مجھ میں

شکریہ اے جلانے والے تیرا

دور تک اب ہے روشنی مجھ میں

روز اپنا ہی خون پیتا ہوں

ایسی کب تھی درندگی مجھ میں

اس نئے دور میں نہ کھو جائے

یہ جو باقی ہے سادگی مجھ میں

شعر میرا تھا داد اس کو ملی

شخصیت کی کمی جو تھی مجھ میں

جانتا ہوں میں اپنے قاتل کو

روز کرتا ہے خودکشی مجھ میں

شعر کہنا نہیں ہے سہل فرازؔ

یہ ودیعت ہے قدرتی مجھ میں

طاہر فراز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Waqt Karta Hai KHud-kushi Mujh Mein

Tahir Faraz

waqt karta hai KHud-kushi mujh mein
lamha lamha hai zindagi mujh mein

sone wali samaato jago
KHamushi bolne lagi mujh mein

shukriya ai jalane wale tera
dur tak ab hai raushni mujh mein

roz apna hi KHun pita hun
aisi kab thi darindagi mujh mein

is nae daur mein na kho jae
ye jo baqi hai sadgi mujh mein

sher mera tha dad us ko mili
shaKHsiyat ki kami jo thi mujh mein

jaanta hun main apne qatil ko
roz karta hai KHud-kushi mujh mein

sher kahna nahin hai sahal 'faraaz'
ye wadiat hai qudrati mujh mein

(524) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Waqt Karta Hai KHud-kushi Mujh Mein written by Tahir Faraz at UrduPoint. Waqt Karta Hai KHud-kushi Mujh Mein is one of the masterpieces written by Tahir Faraz. You can also find the complete poetry collection of Tahir Faraz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tahir Faraz' above.

Waqt Karta Hai KHud-kushi Mujh Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Waqt Karta Hai KHud-kushi Mujh Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.