Teri Nazar Mein Tere Dil Mein Ghar Kiya Jae, Urdu Ghazal By Tahzeeb Abrar

Teri Nazar Mein Tere Dil Mein Ghar Kiya Jae is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tahzeeb Abrar. Teri Nazar Mein Tere Dil Mein Ghar Kiya Jae comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Teri Nazar Mein Tere Dil Mein Ghar Kiya Jae on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تری نظر میں ترے دل میں گھر کیا جائے

تہذیب ابرار

تری نظر میں ترے دل میں گھر کیا جائے

اب اس خیال ہی کو درگزر کیا جائے

علاوہ عشق کے ہے ہی نہیں زمانے میں

کوئی بھی کام جسے عمر بھر کیا جائے

جو وجہ شعر تھی وہ نظم ہو چکی کب کی

مرے خیال تجھے کس کے سر کیا جائے

نگاہ غیر سے بھی دیکھنا کبھی خود کو

یہ کام سخت بہت ہے مگر کیا جائے

خبر میں کوئی بھی رکھتا نہیں ہوں اب اس کی

اب اس خبر سے اسے باخبر کیا جائے

تہذیب ابرار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Teri Nazar Mein Tere Dil Mein Ghar Kiya Jae

Tahzeeb Abrar

teri nazar mein tere dil mein ghar kiya jae
ab is KHayal hi ko darguzar kiya jae

alawa ishq ke hai hi nahin zamane mein
koi bhi kaam jise umr bhar kiya jae

jo wajh-e-sher thi wo nazm ho chuki kab ki
mere KHayal tujhe kis ke sar kiya jae

nigah-e-ghair se bhi dekhna kabhi KHud ko
ye kaam saKHt bahut hai magar kiya jae

KHabar main koi bhi rakhta nahin hun ab us ki
ab is KHabar se use ba-KHabar kiya jae

(273) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Teri Nazar Mein Tere Dil Mein Ghar Kiya Jae written by Tahzeeb Abrar at UrduPoint. Teri Nazar Mein Tere Dil Mein Ghar Kiya Jae is one of the masterpieces written by Tahzeeb Abrar. You can also find the complete poetry collection of Tahzeeb Abrar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tahzeeb Abrar' above.

Teri Nazar Mein Tere Dil Mein Ghar Kiya Jae is a widely read Urdu Ghazal. If you like Teri Nazar Mein Tere Dil Mein Ghar Kiya Jae, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.