Main Dushman-e-jaan Hun To Bhula Kyon Nahin Dete, Urdu Ghazal By Tajuddin Taj

Main Dushman-e-jaan Hun To Bhula Kyon Nahin Dete is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tajuddin Taj. Main Dushman-e-jaan Hun To Bhula Kyon Nahin Dete comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Main Dushman-e-jaan Hun To Bhula Kyon Nahin Dete on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں دشمن جاں ہوں تو بھلا کیوں نہیں دیتے

تاج الدین تاج

میں دشمن جاں ہوں تو بھلا کیوں نہیں دیتے

اس نقش تمنا کو مٹا کیوں نہیں دیتے

بھٹکاؤ گے کب تک رہ امید میں مجھ کو

مجھ کو مری منزل کا پتہ کیوں نہیں دیتے

منصف ہیں اگر آپ تو پھر سوچنا کیسا

میں پیار کا مجرم ہوں سزا کیوں نہیں دیتے

مٹ جائیں گے جس وقت تو پچھتانا عبث ہے

تم آج وفاؤں کا صلہ کیوں نہیں دیتے

جو لوگ اسے بوجھ سمجھتے ہیں زمیں کا

وہ تاجؔ کو مرنے کی دعا کیوں نہیں دیتے

تاج الدین تاج

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Dushman-e-jaan Hun To Bhula Kyon Nahin Dete

Tajuddin Taj

main dushman-e-jaan hun to bhula kyon nahin dete
is naqsh-e-tamanna ko miTa kyon nahin dete

bhaTkaoge kab tak rah-e-ummid mein mujh ko
mujh ko meri manzil ka pata kyon nahin dete

munsif hain agar aap to phir sochna kaisa
main pyar ka mujrim hun saza kyon nahin dete

miT jaenge jis waqt to pachhtana abas hai
tum aaj wafaon ka sila kyon nahin dete

jo log use bojh samajhte hain zamin ka
wo 'taj' ko marne ki dua kyon nahin dete

(290) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Dushman-e-jaan Hun To Bhula Kyon Nahin Dete written by Tajuddin Taj at UrduPoint. Main Dushman-e-jaan Hun To Bhula Kyon Nahin Dete is one of the masterpieces written by Tajuddin Taj. You can also find the complete poetry collection of Tajuddin Taj by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tajuddin Taj' above.

Main Dushman-e-jaan Hun To Bhula Kyon Nahin Dete is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Dushman-e-jaan Hun To Bhula Kyon Nahin Dete, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.