Nazargi-e-shauq Ne Didar Mein Khincha, Urdu Ghazal By Taleef Haidar

Nazargi-e-shauq Ne Didar Mein Khincha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Taleef Haidar. Nazargi-e-shauq Ne Didar Mein Khincha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nazargi-e-shauq Ne Didar Mein Khincha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نظارگئ شوق نے دیدار میں کھینچا

تالیف حیدر

نظارگئ شوق نے دیدار میں کھینچا

پھر میں نے اسے اپنے ہوس زار میں کھینچا

کھلتی نظر آتی ہے قبائے گل مقصد

احساس طلب نے جو اسے خار میں کھینچا

ہے دیدنی گل کارئ احساس و تخیل

کیا عارض گل کو لب اظہار میں کھینچا

تصویر سی اک بن گئی کیا جانیے کس کی

قطروں نے نم اپنا مری دیوار میں کھینچا

تاحد نظر کھلتی گئی زلف دو عالم

احساس یہ کس کا دل بیدار میں کھینچا

تالیف حیدر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nazargi-e-shauq Ne Didar Mein Khincha

Taleef Haidar

nazzargi-e-shauq ne didar mein khincha
phir main ne use apne hawas-zar mein khincha

khulti nazar aati hai qaba-e-gul-e-maqsad
ehsas-e-talab ne jo use KHar mein khincha

hai didani gul-kari-e-ehsas-o-taKHayyul
kya aariz-e-gul ko lab-e-izhaar mein khincha

taswir si ek ban gai kya jaaniye kis ki
qatron ne nam apna meri diwar mein khincha

ta-hadd-e-nazar khulti gai zulf-e-do-alam
ehsas ye kis ka dil-e-bedar mein khincha

(396) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nazargi-e-shauq Ne Didar Mein Khincha written by Taleef Haidar at UrduPoint. Nazargi-e-shauq Ne Didar Mein Khincha is one of the masterpieces written by Taleef Haidar. You can also find the complete poetry collection of Taleef Haidar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Taleef Haidar' above.

Nazargi-e-shauq Ne Didar Mein Khincha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nazargi-e-shauq Ne Didar Mein Khincha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.