Lafz To Milte Nahin Izhaar-e-mahsusat Ko, Urdu Ghazal By Talib Baghpati

Lafz To Milte Nahin Izhaar-e-mahsusat Ko is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Talib Baghpati. Lafz To Milte Nahin Izhaar-e-mahsusat Ko comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Lafz To Milte Nahin Izhaar-e-mahsusat Ko on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

لفظ تو ملتے نہیں اظہار محسوسات کو

طالب باغپتی

لفظ تو ملتے نہیں اظہار محسوسات کو

اب وہ سمجھیں یا نہ سمجھیں میرے دل کی بات کو

در حقیقت طور پر موسیٰ کو سوجھی ہی نہیں

ورنہ آنکھیں جذب کر لیتیں تجلیات کو

میری آگے سے ہٹا لو یا تو یہ مبہم کتاب

یا پلٹنے دو مجھے اوراق موجودات کو

ہائے مت پوچھو مریض غم کی کیفیات کرب

نیند کیا غفلت سی ہو جاتی ہی پچھلی رات کو

میری آہوں میں بقول ان کے اگر طاقت نہیں

چرخ سے پھر کیوں ستارے ٹوٹتے ہیں رات کو

پہلے تو دل میں خدا جانے کدھر سے آ چھپے

پھر ستم یہ ہے ابھارا میرے محسوسات کو

تک رہا ہے پھر کوئی حسرت سے سوئے آسماں

پھر کہیں جذبہ نہ آ جائے تجلیات کو

منہ اندھیرے جب جہاں سوتا ہے مدہوشی کی نیند

میں سنا کرتا ہوں ساز روح کے نغمات کو

چاندنی ہو یا اندھیری مجھ کو طالبؔ واسطہ

میں تو آفت ہی سمجھتا ہوں ہمیشہ رات کو

طالب باغپتی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Lafz To Milte Nahin Izhaar-e-mahsusat Ko

Talib Baghpati

lafz to milte nahin izhaar-e-mahsusat ko
ab wo samjhen ya na samjhen mere dil ki baat ko

dar-haqiqat tur par musa ko sujhi hi nahin
warna aankhen jazb kar letin tajalliyat ko

meri aage se haTa lo ya to ye mubham kitab
ya palaTne do mujhe auraq-e-maujudat ko

hae mat puchho mariz-e-gham ki kaifiyat-e-karb
nind kya ghaflat si ho jati hi pichhli raat ko

meri aahon mein ba-qaul un ke agar taqat nahin
charKH se phir kyun sitare TuTte hain raat ko

pahle to dil mein KHuda jaane kidhar se aa chhupe
phir sitam ye hai ubhaara mere mahsusat ko

tak raha hai phir koi hasrat se su-e-asman
phir kahin jazba na aa jae tajalliyat ko

munh andhere jab jahan sota hai mad-hoshi ki nind
main suna karta hun saz-e-ruh ke naghmat ko

chandni ho ya andheri mujh ko 'talib' wasta
main to aafat hi samajhta hun hamesha raat ko

(423) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Lafz To Milte Nahin Izhaar-e-mahsusat Ko written by Talib Baghpati at UrduPoint. Lafz To Milte Nahin Izhaar-e-mahsusat Ko is one of the masterpieces written by Talib Baghpati. You can also find the complete poetry collection of Talib Baghpati by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Talib Baghpati' above.

Lafz To Milte Nahin Izhaar-e-mahsusat Ko is a widely read Urdu Ghazal. If you like Lafz To Milte Nahin Izhaar-e-mahsusat Ko, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.