Jism Ke Andar Sisakta Kaun Hai, Urdu Ghazal By Tanha Timmapuri

Jism Ke Andar Sisakta Kaun Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tanha Timmapuri. Jism Ke Andar Sisakta Kaun Hai comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jism Ke Andar Sisakta Kaun Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جسم کے اندر سسکتا کون ہے

تنہا تماپوری

جسم کے اندر سسکتا کون ہے

ایسے ویرانے میں بستا کون ہے

یہ ٹھٹھرتی رات برفیلا سماں

گیلی آنکھوں میں اترتا کون ہے

خوف مٹنے کا نہیں ہے دوستو

یہ بتا دینا کہ مٹتا کون ہے

رام سا بن باس کچھ مشکل نہیں

صرف اک مشکل ہے سیتا کون ہے

شہر سارا جل گیا اب سوچیے

شہر کے نقشے بدلتا کون ہے

مجھ کو اپنوں سے ہی اکثر ڈر لگا

جانے ان اپنوں میں ڈستا کون ہے

تنہا تماپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jism Ke Andar Sisakta Kaun Hai

Tanha Timmapuri

jism ke andar sisakta kaun hai
aise virane mein basta kaun hai

ye ThiThurti raat barfila saman
gili aankhon mein utarta kaun hai

KHauf miTne ka nahin hai dosto
ye bata dena ki miTta kaun hai

ram sa ban-bas kuchh mushkil nahin
sirf ek mushkil hai sita kaun hai

shahr sara jal gaya ab sochiye
shahr ke naqshe badalta kaun hai

mujh ko apnon se hi akasr Dar laga
jaane in apnon mein Dasta kaun hai

(644) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jism Ke Andar Sisakta Kaun Hai written by Tanha Timmapuri at UrduPoint. Jism Ke Andar Sisakta Kaun Hai is one of the masterpieces written by Tanha Timmapuri. You can also find the complete poetry collection of Tanha Timmapuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tanha Timmapuri' above.

Jism Ke Andar Sisakta Kaun Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jism Ke Andar Sisakta Kaun Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.