Ye Dard-e-ishq Shuruat Mein Maza Dega, Urdu Ghazal By Taqi Kukravi

Ye Dard-e-ishq Shuruat Mein Maza Dega is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Taqi Kukravi. Ye Dard-e-ishq Shuruat Mein Maza Dega comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Dard-e-ishq Shuruat Mein Maza Dega on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ درد عشق شروعات میں مزہ دے گا

تقی ککراوی

یہ درد عشق شروعات میں مزہ دے گا

پھر اس کے بعد یہ پاگل تجھے بنا دے گا

لگائے بیٹھے ہیں امید بے وفا سے ہم

وفا کا جام کبھی تو ہمیں پلا دے گا

مرا طبیب ہی جب مبتلا ہے خود غم میں

مرے مرض کی بھلا کیا مجھے دوا دے گا

کسی کے سامنے ہرگز نہ ہاتھ پھیلاؤ

خدا نے رزق کا وعدہ کیا خدا دے گا

تمام عمر تھا جو مبتلا گناہوں میں

سنا ہے شخص وہی اب ہمیں سزا دے گا

یقین خود سے زیادہ تھا جس پہ مجھ کو تقیؔ

خبر نہیں تھی یہ مجھ کو وہی دغا دے گا

تقی ککراوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Dard-e-ishq Shuruat Mein Maza Dega

Taqi Kukravi

ye dard-e-ishq shuruat mein maza dega
phir us ke baad ye pagal tujhe bana dega

lagae baiThe hain ummid bewafa se hum
wafa ka jam kabhi to hamein pila dega

mera tabib hi jab mubtala hai KHud gham mein
mere maraz ki bhala kya mujhe dawa dega

kisi ke samne hargiz na hath phailao
KHuda ne rizq ka wada kiya KHuda dega

tamam umr tha jo mubtala gunahon mein
suna hai shaKHs wahi ab hamein saza dega

yaqin KHud se ziyaada tha jis pe mujh ko 'taqi'
KHabar nahin thi ye mujh ko wahi dagha dega

(226) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Dard-e-ishq Shuruat Mein Maza Dega written by Taqi Kukravi at UrduPoint. Ye Dard-e-ishq Shuruat Mein Maza Dega is one of the masterpieces written by Taqi Kukravi. You can also find the complete poetry collection of Taqi Kukravi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Taqi Kukravi' above.

Ye Dard-e-ishq Shuruat Mein Maza Dega is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Dard-e-ishq Shuruat Mein Maza Dega, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.