Aabai Ghar, Urdu Nazam By Tarannum Riyaz

Aabai Ghar is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Tarannum Riyaz. Aabai Ghar comes under the Sad category of Urdu Nazam. You can read Aabai Ghar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آبائی گھر

ترنم ریاض

ماتمی شام اتر آئی ہے پھر بام تلک

گھر کی تنہائی کو بہلائے کوئی کیسے بھلا

اپنے خوابوں کے تعاقب میں گئے اس کے مکیں

منتظر ہیں یہ نگاہیں کہ ہیں بجھتے سے دئے

راہ تکنے کے لئے کوئی بچے گا کب تک

پھر یہ دیواریں بھی ڈھہ جائیں گی

ترنم ریاض

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aabai Ghar

Tarannum Riyaz

matami sham utar aai hai phir baam talak
ghar ki tanhai ko bahlae koi kaise bhala
apne KHwabon ke taaqub mein gae us ke makin
muntazir hain ye nigahen ki hain bujhte se diye
rah takne ke liye koi bachega kab tak
phir ye diwaren bhi Dhah jaengi

(251) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aabai Ghar written by Tarannum Riyaz at UrduPoint. Aabai Ghar is one of the masterpieces written by Tarannum Riyaz. You can also find the complete poetry collection of Tarannum Riyaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tarannum Riyaz' above.

Aabai Ghar is a widely read Urdu Nazam. If you like Aabai Ghar, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.