Bekasi Ka Aalam Hai Aajizi Ka Mausam Hai, Urdu Ghazal By Tarannum Riyaz

Bekasi Ka Aalam Hai Aajizi Ka Mausam Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tarannum Riyaz. Bekasi Ka Aalam Hai Aajizi Ka Mausam Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bekasi Ka Aalam Hai Aajizi Ka Mausam Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بیکسی کا عالم ہے عاجزی کا موسم ہے

ترنم ریاض

بیکسی کا عالم ہے عاجزی کا موسم ہے

تم بدل گئے ہم پر جاں کنی کا موسم ہے

ہاتھ اٹھائے شاخوں نے سرنگوں ہیں گل غنچے

سرمئی یہ نوری صبح بندگی کا موسم ہے

بادلوں کی چادر سی اوڑھ لی درختوں نے

کچھ گھڑی کو آ جاؤ شاعری کا موسم ہے

گنگناتے طائر بھی نوحہ خواں سے لگتے ہیں

سوگوار سا ہی کچھ آج جی کا موسم ہے

ترنم ریاض

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bekasi Ka Aalam Hai Aajizi Ka Mausam Hai

Tarannum Riyaz

bekasi ka aalam hai aajizi ka mausam hai
tum badal gae hum par jaan-kani ka mausam hai

hath uThae shaKHon ne sar-nigun hain gul ghunche
surmai ye nuri subh bandagi ka mausam hai

baadalon ki chadar si oDh li daraKHton ne
kuchh ghaDi ko aa jao shaeri ka mausam hai

gungunate tair bhi nauha-KHwan se lagte hain
sogwar sa hi kuchh aaj ji ka mausam hai

(228) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bekasi Ka Aalam Hai Aajizi Ka Mausam Hai written by Tarannum Riyaz at UrduPoint. Bekasi Ka Aalam Hai Aajizi Ka Mausam Hai is one of the masterpieces written by Tarannum Riyaz. You can also find the complete poetry collection of Tarannum Riyaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tarannum Riyaz' above.

Bekasi Ka Aalam Hai Aajizi Ka Mausam Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bekasi Ka Aalam Hai Aajizi Ka Mausam Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.