Tawaf-e-husn Karun Aur Sar Jhukaun Main, Urdu Ghazal By Tarif Niyazi

Tawaf-e-husn Karun Aur Sar Jhukaun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tarif Niyazi. Tawaf-e-husn Karun Aur Sar Jhukaun Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tawaf-e-husn Karun Aur Sar Jhukaun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

طواف حسن کروں اور سر جھکاؤں میں

طارف نیازی

طواف حسن کروں اور سر جھکاؤں میں

وہ چاہتا ہے کہ کعبے کو بھی نا جاؤں میں

میرا جنون محبت مجھے یہ کہتا ہے

پڑا رہوں تیرے کوچے میں گھر نا جاؤں میں

وہ ایک شخص جو بالیں پہ میری بیٹھے تو

کفن اتار دوں چہرے سے مسکراؤں میں

یہ جان کر بھی کہ وعدہ خلاف تو ہی ہے

تیری وفا کو نہیں خود کو آزماؤں میں

میرے یہ شعر اسی شخص کی امانت ہیں

جسے غزل کے بہانے سے گنگناؤں میں

طارف نیازی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tawaf-e-husn Karun Aur Sar Jhukaun Main

Tarif Niyazi

tawaf-e-husn karun aur sar jhukaun main
wo chahta hai ki kabe ko bhi na jaun main

mera junun-e-mohabbat mujhe ye kahta hai
paDa rahun tere kuche mein ghar na jaun main

wo ek shaKHs jo baalin pe meri baiThe to
kafan utar dun chehre se muskuraun main

ye jaan kar bhi ki wada-KHilaf tu hi hai
teri wafa ko nahin KHud ko aazmaun main

mere ye sher usi shaKHs ki amanat hain
jise ghazal ke bahane se gungunaun main

(365) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tawaf-e-husn Karun Aur Sar Jhukaun Main written by Tarif Niyazi at UrduPoint. Tawaf-e-husn Karun Aur Sar Jhukaun Main is one of the masterpieces written by Tarif Niyazi. You can also find the complete poetry collection of Tarif Niyazi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tarif Niyazi' above.

Tawaf-e-husn Karun Aur Sar Jhukaun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tawaf-e-husn Karun Aur Sar Jhukaun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.