Kabhi Kabhi Unhen Karna Karam Bhi Aate Hain, Urdu Ghazal By Tarif Niyazi

Kabhi Kabhi Unhen Karna Karam Bhi Aate Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tarif Niyazi. Kabhi Kabhi Unhen Karna Karam Bhi Aate Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kabhi Kabhi Unhen Karna Karam Bhi Aate Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کبھی کبھی انہیں کرنا کرم بھی آتے ہیں

طارف نیازی

کبھی کبھی انہیں کرنا کرم بھی آتے ہیں

ستم کے وقت سہی یاد ہم بھی آتے ہیں

ہے راز کیا یہ خدا جانے پر حقیقت ہے

کہ میکدے میں کئی محترم بھی آتے ہیں

وفا کی راہ میں رکھ لو قدم یہ دھیان رہے

کہ اس کی رہ میں کئی پیچ و خم بھی آتے ہیں

محبتوں میں دلوں کو خوشی تو ملتی ہے

مگر کہیں سے دبے پاؤں غم بھی آتے ہیں

یہ سچ قبول خدا کی قسم مجھے طارفؔ

تمہارے پاس ہوں ایسے بھرم بھی آتے ہیں

طارف نیازی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kabhi Kabhi Unhen Karna Karam Bhi Aate Hain

Tarif Niyazi

kabhi kabhi unhen karna karam bhi aate hain
sitam ke waqt sahi yaad hum bhi aate hain

hai raaz kya ye KHuda jaane par haqiqat hai
ki mai-kade mein kai mohtaram bhi aate hain

wafa ki rah mein rakh lo qadam ye dhyan rahe
ki is ki rah mein kai pech-o-KHam bhi aate hain

mohabbaton mein dilon ko KHushi to milti hai
magar kahin se dabe panw gham bhi aate hain

ye sach qubul KHuda ki qasam mujhe 'tarif'
tumhaare pas hun aise bharam bhi aate hain

(343) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kabhi Kabhi Unhen Karna Karam Bhi Aate Hain written by Tarif Niyazi at UrduPoint. Kabhi Kabhi Unhen Karna Karam Bhi Aate Hain is one of the masterpieces written by Tarif Niyazi. You can also find the complete poetry collection of Tarif Niyazi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tarif Niyazi' above.

Kabhi Kabhi Unhen Karna Karam Bhi Aate Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kabhi Kabhi Unhen Karna Karam Bhi Aate Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.