Wo Jidhar Se Guzar Ke Jate Hain, Urdu Ghazal By Tarif Niyazi

Wo Jidhar Se Guzar Ke Jate Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tarif Niyazi. Wo Jidhar Se Guzar Ke Jate Hain comes under the Love category of Urdu Ghazal. You can read Wo Jidhar Se Guzar Ke Jate Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ جدھر سے گزر کے جاتے ہیں

طارف نیازی

وہ جدھر سے گزر کے جاتے ہیں

بن کے خوشبو بکھر کے جاتے ہیں

چاند بھی سر پٹکنے لگتا ہے

جب وہ سج کے سنور کے جاتے ہیں

میں نشے میں بہکنے لگتا ہوں

پیالے آنکھوں سے بھر کے جاتے ہیں

ماں کے پیروں میں دیکھ لی جنت

لوگ جنت میں مر کے جاتے ہیں

ان سے پوچھو کبھی نیازیؔ میاں

کیوں وہ دیوانہ کرکے جاتے ہیں

طارف نیازی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Jidhar Se Guzar Ke Jate Hain

Tarif Niyazi

wo jidhar se guzar ke jate hain
ban ke KHushbu bikhar ke jate hain

chand bhi sar paTakne lagta hai
jab wo saj ke sanwar ke jate hain

main nashe mein bahakne lagta hun
pyale aankhon se bhar ke jate hain

man ke pairon mein dekh li jannat
log jannat mein mar ke jate hain

un se puchho kabhi 'niyazi' miyan
kyon wo diwana karke jate hain

(295) ووٹ وصول ہوئے

You can read Wo Jidhar Se Guzar Ke Jate Hain written by Tarif Niyazi at UrduPoint. Wo Jidhar Se Guzar Ke Jate Hain is one of the masterpieces written by Tarif Niyazi. You can also find the complete poetry collection of Tarif Niyazi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tarif Niyazi' above.

Wo Jidhar Se Guzar Ke Jate Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Jidhar Se Guzar Ke Jate Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.