Sahne Ko Hijr Jab Bhi Tamanna Mazid Ki, Urdu Ghazal By Tariq Jawed

Sahne Ko Hijr Jab Bhi Tamanna Mazid Ki is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tariq Jawed. Sahne Ko Hijr Jab Bhi Tamanna Mazid Ki comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Sahne Ko Hijr Jab Bhi Tamanna Mazid Ki on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سہنے کو ہجر جب بھی تمنا مزید کی

طارق جاوید

سہنے کو ہجر جب بھی تمنا مزید کی

میں نے وجود شعر سے لذت کشید کی

دیکھا تھا رات خواب میں صحرا مزاج شخص

نگری بھی لگ رہی تھی وہ خواجہ فرید کی

اے مفتیان شہر تمہیں علم ہی نہیں

لوگوں نے میرے چاند کو دیکھا تو عید کی

یہ سنت حسین ہے سو اس لئے بھی میں

بیعت قبول کی نہ کسی بھی یزید کی

خوشیاں تو دستیاب تھیں بازار میں مگر

دانستہ میں نے ہجر کی دولت خرید کی

طارق جاوید

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sahne Ko Hijr Jab Bhi Tamanna Mazid Ki

Tariq Jawed

sahne ko hijr jab bhi tamanna mazid ki
main ne wajud-e-sher se lazzat kashid ki

dekha tha raat KHwab mein sahra-mizaj shaKHs
nagri bhi lag rahi thi wo KHwaja farid ki

ai muftiyan-e-shahr tumhein ilm hi nahin
logon ne mere chand ko dekha to id ki

ye sunnat-e-husain hai so is liye bhi main
baiat qubul ki na kisi bhi yazid ki

KHushiyan to dastiyab thin bazar mein magar
danista main ne hijr ki daulat KHarid ki

(403) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sahne Ko Hijr Jab Bhi Tamanna Mazid Ki written by Tariq Jawed at UrduPoint. Sahne Ko Hijr Jab Bhi Tamanna Mazid Ki is one of the masterpieces written by Tariq Jawed. You can also find the complete poetry collection of Tariq Jawed by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tariq Jawed' above.

Sahne Ko Hijr Jab Bhi Tamanna Mazid Ki is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sahne Ko Hijr Jab Bhi Tamanna Mazid Ki, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.