Sargoshiyan Karenge Hawaon Ke Kan Mein, Urdu Ghazal By Tariq Mahmood

Sargoshiyan Karenge Hawaon Ke Kan Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tariq Mahmood. Sargoshiyan Karenge Hawaon Ke Kan Mein comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sargoshiyan Karenge Hawaon Ke Kan Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سرگوشیاں کریں گے ہواؤں کے کان میں

طارق محمود

سرگوشیاں کریں گے ہواؤں کے کان میں

اب شعر ہم کہیں گے جزیروں کی شان میں

جلنے لگی ہیں سانسیں حرارت سے اتنی کیوں

پوچھا یہ اک پرند نے مجھ سے اڑان میں

شعلے نکل رہے ہیں صحارا کے دشت سے

آتش فشاں کے دھبے ہیں گرتی چٹان میں

خطرے میں ہے یہ قیمتی ہیروں کی سرزمین

بیٹھے ہیں نابکار سے دشمن مچان میں

لمحات کتنے باقی ہیں سورج کی موت میں

کب تک رہے گا تیر بھی آخر کمان میں

رہتا ہو جن مکینوں کو ہر دم فنا کا خوف

کیا زندگی کریں گے وہ ایسے مکان میں

طارق محمود

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sargoshiyan Karenge Hawaon Ke Kan Mein

Tariq Mahmood

sargoshiyan karenge hawaon ke kan mein
ab sher hum kahenge jaziron ki shan mein

jalne lagi hain sansen hararat se itni kyon
puchha ye ek parind ne mujh se uDan mein

shoale nikal rahe hain sahaara ke dasht se
aatish-fishan ke dhabbe hain girti chaTan mein

KHatre mein hai ye qimti hiron ki sarzamin
baiThe hain na-bakar se dushman machan mein

lamhat kitne baqi hain suraj ki maut mein
kab tak rahega tir bhi aaKHir kaman mein

rahta ho jin makinon ko har dam fana ka KHauf
kya zindagi karenge wo aise makan mein

(254) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sargoshiyan Karenge Hawaon Ke Kan Mein written by Tariq Mahmood at UrduPoint. Sargoshiyan Karenge Hawaon Ke Kan Mein is one of the masterpieces written by Tariq Mahmood. You can also find the complete poetry collection of Tariq Mahmood by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tariq Mahmood' above.

Sargoshiyan Karenge Hawaon Ke Kan Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sargoshiyan Karenge Hawaon Ke Kan Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.