Ghar Mein BaiThun To Shanasai Bura Manti Hai, Urdu Ghazal By Tariq Matin

Ghar Mein BaiThun To Shanasai Bura Manti Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tariq Matin. Ghar Mein BaiThun To Shanasai Bura Manti Hai comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ghar Mein BaiThun To Shanasai Bura Manti Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گھر میں بیٹھوں تو شناسائی برا مانتی ہے

طارق متین

گھر میں بیٹھوں تو شناسائی برا مانتی ہے

باہر آ جاؤں تو تنہائی برا مانتی ہے

میری نادانی دکھاتی ہے کرشمے جب بھی

صاحب وقت کی دانائی برا مانتی ہے

ماہ و انجم کی سواری پہ نکلتا ہوں جب

دشت افلاک کی پہنائی برا مانتی ہے

بحر کی تہہ میں اترتا ہوں خزانوں کے لئے

یہ الگ بات کہ گہرائی برا مانتی ہے

جب مرے زخم مہکتے ہیں تو طارقؔ صاحب

ابن دوراں کی مسیحائی برا مانتی ہے

طارق متین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ghar Mein BaiThun To Shanasai Bura Manti Hai

Tariq Matin

ghar mein baiThun to shanasai bura manti hai
bahar aa jaun to tanhai bura manti hai

meri nadani dikhati hai karishme jab bhi
sahab-e-waqt ki danai bura manti hai

mah-o-anjum ki sawari pe nikalta hun jab
dasht-e-aflak ki pahnai bura manti hai

bahr ki tah mein utarta hun KHazanon ke liye
ye alag baat ki gahrai bura manti hai

jab mere zaKHm mahakte hain to 'tariq'-sahab
ibn-e-dauran ki masihai bura manti hai

(306) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ghar Mein BaiThun To Shanasai Bura Manti Hai written by Tariq Matin at UrduPoint. Ghar Mein BaiThun To Shanasai Bura Manti Hai is one of the masterpieces written by Tariq Matin. You can also find the complete poetry collection of Tariq Matin by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tariq Matin' above.

Ghar Mein BaiThun To Shanasai Bura Manti Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ghar Mein BaiThun To Shanasai Bura Manti Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.