Baras Gaya Jo Badan Par Jamal Tha Us Ka, Urdu Ghazal By Tariq Pirzada

Baras Gaya Jo Badan Par Jamal Tha Us Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tariq Pirzada. Baras Gaya Jo Badan Par Jamal Tha Us Ka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Baras Gaya Jo Badan Par Jamal Tha Us Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

برس گیا جو بدن پر جمال تھا اس کا

طارق پیرزادہ

برس گیا جو بدن پر جمال تھا اس کا

اتر گیا جو سمندر خیال تھا اس کا

بکھر گئی جو زمیں پر بہار تھی اس کی

پھر اس کے بعد سمٹنا محال تھا اس کا

کدھر گئی شب دل کی نڈھال سی بستی

کہاں گیا غم رفتہ سوال تھا اس کا

ملا تو شام کے سائے میں ایک پل وہ بھی

بس ایک ہجر کی صورت وصال تھا اس کا

وہ ایک پھول کہ رہتی تھی اپنی خوشبو میں

وہ ایک بھول کہ اس کو ملال تھا اس کا

طارق پیرزادہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Baras Gaya Jo Badan Par Jamal Tha Us Ka

Tariq Pirzada

baras gaya jo badan par jamal tha us ka
utar gaya jo samundar KHayal tha us ka

bikhar gai jo zamin par bahaar thi us ki
phir us ke baad simaTna muhaal tha us ka

kidhar gai shab-e-dil ki niDhaal si basti
kahan gaya gham-e-rafta sawal tha us ka

mila to sham ke sae mein ek pal wo bhi
bas ek hijr ki surat visal tha us ka

wo ek phul ki rahti thi apni KHushbu mein
wo ek bhul ki us ko malal tha us ka

(337) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Baras Gaya Jo Badan Par Jamal Tha Us Ka written by Tariq Pirzada at UrduPoint. Baras Gaya Jo Badan Par Jamal Tha Us Ka is one of the masterpieces written by Tariq Pirzada. You can also find the complete poetry collection of Tariq Pirzada by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tariq Pirzada' above.

Baras Gaya Jo Badan Par Jamal Tha Us Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Baras Gaya Jo Badan Par Jamal Tha Us Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.