Falak Ke Par Mere Aks Ka KHazana Hai, Urdu Ghazal By Tariq Sindhi

Falak Ke Par Mere Aks Ka KHazana Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tariq Sindhi. Falak Ke Par Mere Aks Ka KHazana Hai comes under the Sufi category of Urdu Ghazal. You can read Falak Ke Par Mere Aks Ka KHazana Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

فلک کے پار مرے عکس کا خزانہ ہے

طارق سندھی

فلک کے پار مرے عکس کا خزانہ ہے

فنا کے شہر میں میرا کہاں ٹھکانہ ہے

پروں کو تول رہا ہوں بلندیوں کی طرف

مرے وجود میں بیتاب اک دوانہ ہے

یہ کائنات ہے نقشے میں دائرے کی طرح

ہر ایک شے کے مقدر میں گھوم جانا ہے

جبیں بقا کے سمندر میں جھک گئی تو کھلا

مرے وجود کے اندر بھی اک زمانہ ہے

مرے خدا تری رحمت تو بے کراں ٹھہری

ہمارا شوق تو گندم کا ایک دانہ ہے

فرات کوستا رہتا ہوں تیرے پانی کو

ہمارا درد بھی طارقؔ بڑا پرانا ہے

طارق سندھی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Falak Ke Par Mere Aks Ka KHazana Hai

Tariq Sindhi

falak ke par mere aks ka KHazana hai
fana ke shahr mein mera kahan Thikana hai

paron ko tol raha hun bulandiyon ki taraf
mere wajud mein betab ek diwana hai

ye kaenat hai naqshe mein daere ki tarah
har ek shai ke muqaddar mein ghum jaana hai

jabin baqa ke samundar mein jhuk gai to khula
mere wajud ke andar bhi ek zamana hai

mere KHuda teri rahmat to be-karan Thahri
hamara shauq to gandum ka ek dana hai

furaat kosta rahta hun tere pani ko
hamara dard bhi 'tariq' baDa purana hai

(570) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Falak Ke Par Mere Aks Ka KHazana Hai written by Tariq Sindhi at UrduPoint. Falak Ke Par Mere Aks Ka KHazana Hai is one of the masterpieces written by Tariq Sindhi. You can also find the complete poetry collection of Tariq Sindhi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tariq Sindhi' above.

Falak Ke Par Mere Aks Ka KHazana Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Falak Ke Par Mere Aks Ka KHazana Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sufi Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.