Ab Ye Gulzar Hain Sab Mere Liye Khaar Miyan, Urdu Ghazal By Tariq Sindhi

Ab Ye Gulzar Hain Sab Mere Liye Khaar Miyan is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tariq Sindhi. Ab Ye Gulzar Hain Sab Mere Liye Khaar Miyan comes under the Sufi category of Urdu Ghazal. You can read Ab Ye Gulzar Hain Sab Mere Liye Khaar Miyan on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب یہ گلزار ہیں سب میرے لیے خار میاں

طارق سندھی

اب یہ گلزار ہیں سب میرے لیے خار میاں

میں نے جلتے ہوئے سورج کو کیا پار میاں

آپ سمجھے ہی نہیں اصل میں تخلیق کا راز

وقت کا پہلا صحیفہ ہے صرف پیار میاں

آج بھی پورے تقدس سے منور ہے سماں

علم کی پہلی تلاوت ہے وہی غار میاں

یہ جوانی یہ بڑھاپا ہوا کچھ یاد نہیں

ہم کہ ایسے ہوئے حالات سے دو چار میاں

سر کٹاتے ہی بلندی کی طرف اٹھتے ہیں

کربلا والوں کے شجرے میں کہاں ہار میاں

طارق سندھی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab Ye Gulzar Hain Sab Mere Liye Khaar Miyan

Tariq Sindhi

ab ye gulzar hain sab mere liye KHar miyan
main ne jalte hue suraj ko kiya par miyan

aap samjhe hi nahin asl mein taKHliq ka raaz
waqt ka pahla sahifa hai sirf pyar miyan

aaj bhi pure taqaddus se munawwar hai saman
ilm ki pahli tilawat hai wahi ghaar miyan

ye jawani ye buDhapa hua kuchh yaad nahin
hum ki aise hue haalat se do-chaar miyan

sar kaTate hi bulandi ki taraf uThte hain
karbala walon ke shajre mein kahan haar miyan

(592) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ab Ye Gulzar Hain Sab Mere Liye Khaar Miyan written by Tariq Sindhi at UrduPoint. Ab Ye Gulzar Hain Sab Mere Liye Khaar Miyan is one of the masterpieces written by Tariq Sindhi. You can also find the complete poetry collection of Tariq Sindhi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tariq Sindhi' above.

Ab Ye Gulzar Hain Sab Mere Liye Khaar Miyan is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab Ye Gulzar Hain Sab Mere Liye Khaar Miyan, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sufi Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.