Pattharon Par Naqsh Ubhra Kyun Nahin, Urdu Ghazal By Tasawwur Zaidi

Pattharon Par Naqsh Ubhra Kyun Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tasawwur Zaidi. Pattharon Par Naqsh Ubhra Kyun Nahin comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Pattharon Par Naqsh Ubhra Kyun Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پتھروں پر نقش ابھرا کیوں نہیں

تصور زیدی

پتھروں پر نقش ابھرا کیوں نہیں

دست بے تیشہ نے سوچا کیوں نہیں

جان لیوا ہیں ادھورے واقعات

جو بھی ہونا ہے وہ ہوتا کیوں نہیں

پتھروں کے عکس پڑ کر رہ گئے

شیشۂ احساس ٹوٹا کیوں نہیں

بہہ رہا تھا جب لہو آواز کا

یہ گلوئے خشک بولا کیوں نہیں

موت بھی کیا سایۂ دیوار تھی

اس کا کوچہ ہم سے چھوٹا کیوں نہیں

آئنہ خانہ تھا میں پھر کوئی عکس

اس طرف سے ہو کے گزرا کیوں نہیں

لوگ نا خوش ہیں کہ اپنے حال پر

مسکرا دیتا ہو ہوں رونا کیوں نہیں

تصور زیدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Pattharon Par Naqsh Ubhra Kyun Nahin

Tasawwur Zaidi

pattharon par naqsh ubhra kyun nahin
dast be-tesha ne socha kyun nahin

jaan lewa hain adhure waqiat
jo bhi hona hai wo hota kyun nahin

pattharon ke aks paD kar rah gae
shisha-e-ehsas TuTa kyun nahin

bah raha tha jab lahu aawaz ka
ye gulu-e-KHushk bola kyun nahin

maut bhi kya saya-e-diwar thi
us ka kucha hum se chhuTa kyun nahin

aaina-KHana tha main phir koi aks
is taraf se ho ke guzra kyun nahin

log na-KHush hain ki apne haal par
muskura deta ho hun rona kyun nahin

(150) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Pattharon Par Naqsh Ubhra Kyun Nahin written by Tasawwur Zaidi at UrduPoint. Pattharon Par Naqsh Ubhra Kyun Nahin is one of the masterpieces written by Tasawwur Zaidi. You can also find the complete poetry collection of Tasawwur Zaidi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tasawwur Zaidi' above.

Pattharon Par Naqsh Ubhra Kyun Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Pattharon Par Naqsh Ubhra Kyun Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.