Ghar Mera Tha Aur IsMein Basar Tumne Kiya Hai, Urdu Ghazal By Tasneem Hassan

Ghar Mera Tha Aur IsMein Basar Tumne Kiya Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tasneem Hassan. Ghar Mera Tha Aur IsMein Basar Tumne Kiya Hai comes under the Love category of Urdu Ghazal. You can read Ghar Mera Tha Aur IsMein Basar Tumne Kiya Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گھر میرا تھا اور اس میں بسر تم نے کیا ہے

تسنیم حسن

گھر میرا تھا اور اس میں بسر تم نے کیا ہے

آنگن کو میرے راہ گزر تم نے کیا ہے

ذروں کو میرے شمس و قمر تم نے کیا ہے

آفاق کو تا حد نظر تم نے کیا ہے

اب اس کی گھنی چھاؤں ہی سرمایۂ جاں ہے

احساس کے پودے کو شجر تم نے کیا ہے

دیوار پہ اک جلتا دیا رکھا تھا میں نے

رخ ساری ہواؤں کا ادھر تم نے کیا ہے

ہر لمحہ مجھے ملتی ہے سانسوں سے گواہی

میرے لیے خوشبو کا سفر تم نے کیا ہے

تسنیم حسن

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ghar Mera Tha Aur IsMein Basar Tumne Kiya Hai

Tasneem Hassan

ghar mera tha aur is mein basar tum ne kiya hai
aangan ko mere rahguzar tum ne kiya hai

zarron ko mere shams-o-qamar tum ne kiya hai
aafaq ko ta-hadd-e-nazar tum ne kiya hai

ab is ki ghani chhanw hi sarmaya-e-jaan hai
ehsas ke paude ko shajar tum ne kiya hai

diwar pe ek jalta diya rakkha tha main ne
ruKH sari hawaon ka idhar tum ne kiya hai

har lamha mujhe milti hai sanson se gawahi
mere liye KHushbu ka safar tum ne kiya hai

(308) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ghar Mera Tha Aur IsMein Basar Tumne Kiya Hai written by Tasneem Hassan at UrduPoint. Ghar Mera Tha Aur IsMein Basar Tumne Kiya Hai is one of the masterpieces written by Tasneem Hassan. You can also find the complete poetry collection of Tasneem Hassan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tasneem Hassan' above.

Ghar Mera Tha Aur IsMein Basar Tumne Kiya Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ghar Mera Tha Aur IsMein Basar Tumne Kiya Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.