Tajraba Jo Bhi Hai Mera Main Wahi Likhta Hun, Urdu Ghazal By Tripurari

Tajraba Jo Bhi Hai Mera Main Wahi Likhta Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tripurari. Tajraba Jo Bhi Hai Mera Main Wahi Likhta Hun comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tajraba Jo Bhi Hai Mera Main Wahi Likhta Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تجربہ جو بھی ہے میرا میں وحی لکھتا ہوں

تری پراری

تجربہ جو بھی ہے میرا میں وحی لکھتا ہوں

میں تصور کے بھروسے پہ نہیں بیٹھا ہوں

جب میں باہر سے بڑا سخت نظر آؤں گا

تم سمجھنا کہ میں اندر سے بہت ٹوٹا ہوں

جس کی خوشبو مجھے مسمار کیا کرتی ہے

میں اسی قبر پہ پھولوں کی طرح کھلتا ہوں

بارہا جسم نے پھر ذہن نے بیچا ہے مجھے

کیا میں قدرت کی دکانوں میں رکھا سودا ہوں

میرا ٹوٹا ہوا چشمہ ہی بھروسہ ہے مرا

اپنی آنکھوں سے اپاہج میں کوئی بچہ ہوں

ڈوبتا دیکھ رہا ہوں میں خودی میں خود کو

دل کی اک بنچ پہ بیٹھا ہوا میں ہنستا ہوں

تری پراری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tajraba Jo Bhi Hai Mera Main Wahi Likhta Hun

Tripurari

tajraba jo bhi hai mera main wahi likhta hun
main tasawwur ke bharose pe nahin baiTha hun

jab main bahar se baDa saKHt nazar aaunga
tum samajhna ki main andar se bahut TuTa hun

jis ki KHushbu mujhe mismar kiya karti hai
main usi qabr pe phulon ki tarah khilta hun

barha jism ne phir zehan ne becha hai mujhe
kya main qudrat ki dukanon mein rakha sauda hun

mera TuTa hua chashma hi bharosa hai mera
apni aankhon se apahij main koi bachcha hun

Dubta dekh raha hun main KHudi mein KHud ko
dil ki ek bench pe baiTha hua main hansta hun

(172) ووٹ وصول ہوئے

You can read Tajraba Jo Bhi Hai Mera Main Wahi Likhta Hun written by Tripurari at UrduPoint. Tajraba Jo Bhi Hai Mera Main Wahi Likhta Hun is one of the masterpieces written by Tripurari. You can also find the complete poetry collection of Tripurari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tripurari' above.

Tajraba Jo Bhi Hai Mera Main Wahi Likhta Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tajraba Jo Bhi Hai Mera Main Wahi Likhta Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.