Go Aur Bhi Gham Shamil-e-gham Ho Ke Rahenge, Urdu Ghazal By Tufail Dara

Go Aur Bhi Gham Shamil-e-gham Ho Ke Rahenge is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tufail Dara. Go Aur Bhi Gham Shamil-e-gham Ho Ke Rahenge comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Go Aur Bhi Gham Shamil-e-gham Ho Ke Rahenge on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گو اور بھی غم شامل غم ہو کے رہیں گے

طفیل دارا

گو اور بھی غم شامل غم ہو کے رہیں گے

ہم فاتح ہر رنج و الم ہو کے رہیں گے

بیباکیٔ تحریر یہ دستور خداوند

اک روز مرے ہاتھ قلم ہو کے رہیں گے

اے مرد سخن جرم سخن خوب ہیں لیکن

یہ جرم ترے خوں سے رقم ہو کے رہیں گے

کعبے سے نکالے ہوئے بت پوجنے والو

کیا پھر یہ شناسائے حرم ہو کے رہیں گے

کہتے ہیں کہ ہر قطرۂ طوفاں کو دبا دو

قطروں کو یہ ضد ہے کہ وہ یم ہو کے رہیں گے

طفیل دارا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Go Aur Bhi Gham Shamil-e-gham Ho Ke Rahenge

Tufail Dara

go aur bhi gham shamil-e-gham ho ke rahenge
hum fateh-e-har-ranj-o-alam ho ke rahenge

be-baki-e-tahrir ye dastur-e-KHudawand
ek roz mere hath qalam ho ke rahenge

ai mard-e-suKHan jurm-e-suKHan KHub hain lekin
ye jurm tere KHun se raqam ho ke rahenge

kabe se nikale hue but pujne walo
kya phir ye shanasa-e-haram ho ke rahenge

kahte hain ki har qatra-e-tufan ko daba do
qatron ko ye zid hai ki wo yam ho ke rahenge

(127) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Go Aur Bhi Gham Shamil-e-gham Ho Ke Rahenge written by Tufail Dara at UrduPoint. Go Aur Bhi Gham Shamil-e-gham Ho Ke Rahenge is one of the masterpieces written by Tufail Dara. You can also find the complete poetry collection of Tufail Dara by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tufail Dara' above.

Go Aur Bhi Gham Shamil-e-gham Ho Ke Rahenge is a widely read Urdu Ghazal. If you like Go Aur Bhi Gham Shamil-e-gham Ho Ke Rahenge, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.