Kabe Ka Pata Aur Kalisa Ka Nishan Aur, Urdu Ghazal By Uma Shankar Shadan Gwaliori

Kabe Ka Pata Aur Kalisa Ka Nishan Aur is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Uma Shankar Shadan Gwaliori. Kabe Ka Pata Aur Kalisa Ka Nishan Aur comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Kabe Ka Pata Aur Kalisa Ka Nishan Aur on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کعبے کا پتہ اور کلیسا کا نشاں اور

اما شنکر شاداں گوالیاری

کعبے کا پتہ اور کلیسا کا نشاں اور

یہ کیا کہ وہی بات یہاں اور وہاں اور

ماتھے پہ بڑھا لیجئے جھومر کے نشاں اور

بن جائے گی گردوں کے لئے کاہکشاں اور

پایا تھا ہمارے ہی دل زار کا ٹکڑا

آئینہ بنایا تھا سکندر نے کہاں اور

میں نے نہ بنایا کبھی ممتاز کا روضہ

تھی میری خلش اور غم شاہ جہاں اور

جاری رہے سرگرمیٔ الفاظ و معانی

ہاں سوز بیاں سوز بیاں سوز بیاں اور

شاداںؔ کبھی دیکھے تو تڑپ جائے زمانہ

ہوتے ہیں غم دل کی صلیبوں کے نشاں اور

اما شنکر شاداں گوالیاری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kabe Ka Pata Aur Kalisa Ka Nishan Aur

Uma Shankar Shadan Gwaliori

kabe ka pata aur kalisa ka nishan aur
ye kya ki wahi baat yahan aur wahan aur

mathe pe baDha lijiye jhumar ke nishan aur
ban jaegi gardun ke liye kahkashan aur

paya tha hamare hi dil-e-zar ka TukDa
aaina banaya tha sikandar ne kahan aur

main ne na banaya kabhi mumtaz ka rauza
thi meri KHalish aur gham-e-shah-jahan aur

jari rahe sar-garmi-e-alfaz-o-maani
han soz-e-bayan soz-e-bayan soz-e-bayan aur

'shadan' kabhi dekhe to taDap jae zamana
hote hain gham-e-dil ki salibon ke nishan aur

(133) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kabe Ka Pata Aur Kalisa Ka Nishan Aur written by Uma Shankar Shadan Gwaliori at UrduPoint. Kabe Ka Pata Aur Kalisa Ka Nishan Aur is one of the masterpieces written by Uma Shankar Shadan Gwaliori. You can also find the complete poetry collection of Uma Shankar Shadan Gwaliori by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Uma Shankar Shadan Gwaliori' above.

Kabe Ka Pata Aur Kalisa Ka Nishan Aur is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kabe Ka Pata Aur Kalisa Ka Nishan Aur, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.