Har Bar Hi Main Jaan Se Jaane Mein Rah Gaya, Urdu Ghazal By Umair Manzar

Har Bar Hi Main Jaan Se Jaane Mein Rah Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Umair Manzar. Har Bar Hi Main Jaan Se Jaane Mein Rah Gaya comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Har Bar Hi Main Jaan Se Jaane Mein Rah Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر بار ہی میں جان سے جانے میں رہ گیا

عمیر منظر

ہر بار ہی میں جان سے جانے میں رہ گیا

میں رسم زندگی جو نبھانے میں رہ گیا

آتا ہے میری سمت غموں کا نیا ہجوم

اللہ میں یہ کیسے زمانے میں رہ گیا

وہ موسم بہار میں آ کر چلے گئے

پھولوں کے میں چراغ جلانے میں رہ گیا

ساتھی مرے کہاں سے کہاں تک پہنچ گئے

میں زندگی کے ناز اٹھانے میں رہ گیا

دار و رسن سجائے گئے جس کے واسطے

اک ایسا شخص میرے زمانے میں رہ گیا

بڑھتے چلے گئے جو وہ منزل کو پا گئے

میں پتھروں سے پاؤں بچانے میں رہ گیا

عمیر منظر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har Bar Hi Main Jaan Se Jaane Mein Rah Gaya

Umair Manzar

har bar hi main jaan se jaane mein rah gaya
main rasm-e-zindagi jo nibhane mein rah gaya

aata hai meri samt ghamon ka naya hujum
allah main ye kaise zamane mein rah gaya

wo mausam-e-bahaar mein aa kar chale gae
phulon ke main charagh jalane mein rah gaya

sathi mere kahan se kahan tak pahunch gae
main zindagi ke naz uThane mein rah gaya

dar o rasan sajae gae jis ke waste
ek aisa shaKHs mere zamane mein rah gaya

baDhte chale gae jo wo manzil ko pa gae
main pattharon se panw bachane mein rah gaya

(309) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Har Bar Hi Main Jaan Se Jaane Mein Rah Gaya written by Umair Manzar at UrduPoint. Har Bar Hi Main Jaan Se Jaane Mein Rah Gaya is one of the masterpieces written by Umair Manzar. You can also find the complete poetry collection of Umair Manzar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Umair Manzar' above.

Har Bar Hi Main Jaan Se Jaane Mein Rah Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Bar Hi Main Jaan Se Jaane Mein Rah Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.