Ilm O Fan Ke Raaz-e-sar-basta Ko Wa Karta Hua, Urdu Ghazal By Umair Manzar

Ilm O Fan Ke Raaz-e-sar-basta Ko Wa Karta Hua is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Umair Manzar. Ilm O Fan Ke Raaz-e-sar-basta Ko Wa Karta Hua comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ilm O Fan Ke Raaz-e-sar-basta Ko Wa Karta Hua on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

علم و فن کے راز سر بستہ کو وا کرتا ہوا

عمیر منظر

علم و فن کے راز سر بستہ کو وا کرتا ہوا

وہ مجھے جب بھی ملا ہے ترجمہ کرتا ہوا

صرف احساس ندامت کے سوا کچھ بھی نہیں

اور ایسا بھی مگر وہ بارہا کرتا ہوا

جانے کن حیرانیوں میں ہے کہ اک مدت سے وہ

آئینہ در آئینہ در آئینہ کرتا ہوا

کیا قیامت خیز ہے اس کا سکوت ناز بھی

ایک عالم کو مگر وہ لب کشا کرتا ہوا

آگہی آسیب کی مانند رقصاں ہر طرف

میں کہ ہر دام شنیدن کو صدا کرتا ہوا

ایک میری جان کو اندیشے سو سو طرح کے

ایک وہ اپنے لیے سب کچھ روا کرتا ہوا

حال کیا پوچھو ہو منظرؔ کا وہ دیکھو اس طرف

ساری دنیا سے الگ اپنی ثنا کرتا ہوا

عمیر منظر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ilm O Fan Ke Raaz-e-sar-basta Ko Wa Karta Hua

Umair Manzar

ilm o fan ke raaz-e-sar-basta ko wa karta hua
wo mujhe jab bhi mila hai tarjuma karta hua

sirf ehsas-e-nadamt ke siwa kuchh bhi nahin
aur aisa bhi magar wo bar-ha karta hua

jaane kin hairaniyon mein hai ki ek muddat se wo
aaina-dar-aina-dar-aina karta hua

kya qayamat-KHez hai us ka sukut-e-naz bhi
ek aalam ko magar wo lab-kusha karta hua

aagahi aaseb ki manind raqsan har taraf
main ki har dam-e-shunidan ko sada karta hua

ek meri jaan ko andeshe sau sau tarah ke
ek wo apne liye sab kuchh rawa karta hua

haal kya puchho ho 'manzar' ka wo dekho us taraf
sari duniya se alag apni sana karta hua

(184) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ilm O Fan Ke Raaz-e-sar-basta Ko Wa Karta Hua written by Umair Manzar at UrduPoint. Ilm O Fan Ke Raaz-e-sar-basta Ko Wa Karta Hua is one of the masterpieces written by Umair Manzar. You can also find the complete poetry collection of Umair Manzar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Umair Manzar' above.

Ilm O Fan Ke Raaz-e-sar-basta Ko Wa Karta Hua is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ilm O Fan Ke Raaz-e-sar-basta Ko Wa Karta Hua, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.