Gham Hai Ya Phir Ye Gham-shanasi Hai, Urdu Ghazal By Umar Daraz Hashir

Gham Hai Ya Phir Ye Gham-shanasi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Umar Daraz Hashir. Gham Hai Ya Phir Ye Gham-shanasi Hai comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gham Hai Ya Phir Ye Gham-shanasi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

غم ہے یا پھر یہ غم شناسی ہے

عمر دراز حاشر

غم ہے یا پھر یہ غم شناسی ہے

میرے اندر بہت اداسی ہے

بانجھ منظر بھی دیکھ کر خوش ہوں

جانے کیسی یہ بد حواسی ہے

خامشی کا طویل جنگل ہے

اور کہیں دور اک صدا سی ہے

اور کچھ دیر میں نہیں ہوگی

مجھ پہ جو تازگی ذرا سی ہے

میں بھی بندوں سے پیار کرتا ہوں

اک صفت مجھ میں یہ خدا سی ہے

نظم غزلیں فسانے لکھنا بھی

ایک طرح کی بے لباسی ہے

عمر دراز حاشر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gham Hai Ya Phir Ye Gham-shanasi Hai

Umar Daraz Hashir

gham hai ya phir ye gham-shanasi hai
mere andar bahut udasi hai

banjh manzar bhi dekh kar KHush hun
jaane kaisi ye bad-hawasi hai

KHamushi ka tawil jangal hai
aur kahin dur ek sada si hai

aur kuchh der mein nahin hogi
mujh pe jo tazgi zara si hai

main bhi bandon se pyar karta hun
ek sifat mujh mein ye KHuda si hai

nazm ghazlen fasane likhna bhi
ek tarah ki be-libasi hai

(190) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gham Hai Ya Phir Ye Gham-shanasi Hai written by Umar Daraz Hashir at UrduPoint. Gham Hai Ya Phir Ye Gham-shanasi Hai is one of the masterpieces written by Umar Daraz Hashir. You can also find the complete poetry collection of Umar Daraz Hashir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Umar Daraz Hashir' above.

Gham Hai Ya Phir Ye Gham-shanasi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gham Hai Ya Phir Ye Gham-shanasi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.