Guzishta KHwab Ki Tabir Mein Laga Hua Tha, Urdu Ghazal By Umar Daraz Hashir

Guzishta KHwab Ki Tabir Mein Laga Hua Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Umar Daraz Hashir. Guzishta KHwab Ki Tabir Mein Laga Hua Tha comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Guzishta KHwab Ki Tabir Mein Laga Hua Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گزشتہ خواب کی تعبیر میں لگا ہوا تھا

عمر دراز حاشر

گزشتہ خواب کی تعبیر میں لگا ہوا تھا

میں اس کو چھونے کی تدبیر میں لگا ہوا تھا

بنا سبب وہی مقبولیت کا لوگوں میں

وہ ایک داغ جو تصویر میں لگا ہوا تھا

کسی کے جسم نے مجھ کو بہت صدائیں دیں

مگر میں روح کی تسخیر میں لگا ہوا تھا

اسی نے تیرگی بخشی ہے میری آنکھوں کو

میں جس چراغ کی تعمیر میں لگا ہوا تھا

عمر دراز حاشر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Guzishta KHwab Ki Tabir Mein Laga Hua Tha

Umar Daraz Hashir

guzishta KHwab ki tabir mein laga hua tha
main us ko chhune ki tadbir mein laga hua tha

bana sabab wahi maqbuliyat ka logon mein
wo ek dagh jo taswir mein laga hua tha

kisi ke jism ne mujh ko bahut sadaen din
magar main ruh ki tasKHir mein laga hua tha

usi ne tirgi baKHshi hai meri aankhon ko
main jis charagh ki tamir mein laga hua tha

(230) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Guzishta KHwab Ki Tabir Mein Laga Hua Tha written by Umar Daraz Hashir at UrduPoint. Guzishta KHwab Ki Tabir Mein Laga Hua Tha is one of the masterpieces written by Umar Daraz Hashir. You can also find the complete poetry collection of Umar Daraz Hashir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Umar Daraz Hashir' above.

Guzishta KHwab Ki Tabir Mein Laga Hua Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Guzishta KHwab Ki Tabir Mein Laga Hua Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.