Samay Ki Naw Se Bahar Nikal Nahin Hota, Urdu Ghazal By Umar Daraz Hashir

Samay Ki Naw Se Bahar Nikal Nahin Hota is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Umar Daraz Hashir. Samay Ki Naw Se Bahar Nikal Nahin Hota comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Samay Ki Naw Se Bahar Nikal Nahin Hota on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سمے کی ناؤ سے باہر نکل نہیں ہوتا

عمر دراز حاشر

سمے کی ناؤ سے باہر نکل نہیں ہوتا

یہاں بس آج ہے اور آج کل نہیں ہوتا

اندھیرا گھٹتا نہیں ہے چراغ بجھنے سے

کوئی بھی مسئلہ مرنے سے حل نہیں ہوتا

ہر ایک پھول کی خوشبو کا ذائقہ ہے الگ

ہر ایک چیز کا نعم البدل نہیں ہوتا

بس اک قدم کی مسافت پہ ہے مری منزل

مگر میں کیا کروں اب مجھ سے چل نہیں ہوتا

ہر ایک خواب کو تعبیر مل نہیں سکتی

ہر ایک پیڑ کی قسمت میں پھل نہیں ہوتا

عمر دراز حاشر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Samay Ki Naw Se Bahar Nikal Nahin Hota

Umar Daraz Hashir

samay ki naw se bahar nikal nahin hota
yahan bas aaj hai aur aaj kal nahin hota

andhera ghaTta nahin hai charagh bujhne se
koi bhi masala marne se hal nahin hota

har ek phul ki KHushbu ka zaiqa hai alag
har ek chiz ka nemul-badal nahin hota

bas ek qadam ki masafat pe hai meri manzil
magar main kya karun ab mujh se chal nahin hota

har ek KHwab ko tabir mil nahin sakti
har ek peD ki qismat mein phal nahin hota

(160) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Samay Ki Naw Se Bahar Nikal Nahin Hota written by Umar Daraz Hashir at UrduPoint. Samay Ki Naw Se Bahar Nikal Nahin Hota is one of the masterpieces written by Umar Daraz Hashir. You can also find the complete poetry collection of Umar Daraz Hashir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Umar Daraz Hashir' above.

Samay Ki Naw Se Bahar Nikal Nahin Hota is a widely read Urdu Ghazal. If you like Samay Ki Naw Se Bahar Nikal Nahin Hota, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.