KHud Ke Ehsas-e-mohabbat Ne Mujhe Zinda Rakha, Urdu Ghazal By Urmila Madhav

KHud Ke Ehsas-e-mohabbat Ne Mujhe Zinda Rakha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Urmila Madhav. KHud Ke Ehsas-e-mohabbat Ne Mujhe Zinda Rakha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHud Ke Ehsas-e-mohabbat Ne Mujhe Zinda Rakha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خود کے احساس محبت نے مجھے زندہ رکھا

ارملا مادھو

خود کے احساس محبت نے مجھے زندہ رکھا

میرے کچھ نیک خیالات نے تابندہ رکھا

مجھ کو مشکل ہی گزرتی ہے شناسائی سے

کیونکہ اے دوستو تم نے مجھے شرمندہ رکھا

سہل دل ہوں تو مجھے آپ ہی چلنا ہے محض

اپنے معیار کو سو خود سے ہی پائندہ رکھا

دل لگی کرتی رہی خاک محبت مجھ سے

زندگی میں نے تجھے ریت کا باشندہ رکھا

کتنے رنگوں سے مری سانس کے کس بل تولے

پھر بھی جی بھٹکے نہیں دھیان یہ آئندہ رکھا

ارملا مادھو

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHud Ke Ehsas-e-mohabbat Ne Mujhe Zinda Rakha

Urmila Madhav

KHud ke ehsas-e-mohabbat ne mujhe zinda rakha
mere kuchh nek KHayalat ne tabinda rakha

mujh ko mushkil hi guzarti hai shanasai se
kyunki ai dosto tum ne mujhe sharminda rakha

sahl-dil hun to mujhe aap hi chalna hai mahz
apne meayar ko so KHud se hi painda rakha

dil-lagi karti rahi KHak-e-mohabbat mujh se
zindagi main ne tujhe ret ka bashinda rakha

kitne rangon se meri sans ke kas-bal tole
phir bhi ji bhaTke nahin dhyan ye aainda rakha

(246) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHud Ke Ehsas-e-mohabbat Ne Mujhe Zinda Rakha written by Urmila Madhav at UrduPoint. KHud Ke Ehsas-e-mohabbat Ne Mujhe Zinda Rakha is one of the masterpieces written by Urmila Madhav. You can also find the complete poetry collection of Urmila Madhav by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Urmila Madhav' above.

KHud Ke Ehsas-e-mohabbat Ne Mujhe Zinda Rakha is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHud Ke Ehsas-e-mohabbat Ne Mujhe Zinda Rakha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.