DhunDhiye Is Shahr Mein Ab Kis Ko Hasil Kaun Hai, Urdu Ghazal By Urmila Madhav

DhunDhiye Is Shahr Mein Ab Kis Ko Hasil Kaun Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Urmila Madhav. DhunDhiye Is Shahr Mein Ab Kis Ko Hasil Kaun Hai comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read DhunDhiye Is Shahr Mein Ab Kis Ko Hasil Kaun Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ڈھونڈیئے اس شہر میں اب کس کو حاصل کون ہے

ارملا مادھو

ڈھونڈیئے اس شہر میں اب کس کو حاصل کون ہے

اور ذرا بتلائیے کس کے مقابل کون ہے

میں نے میزانوں سے پوچھا طاق پر رکھ کر ضمیر

اپنی ان بربادیوں میں اور شامل کون ہے

خود حوالے کر کے جس نے کشتیاں طوفان میں

بادباں سے جا کے پوچھا میرا ساحل کون ہے

یہ نسیم و خار و خس کس نے جلایا آگ میں

آبشاروں نے یہ سوچا اتنا جاہل کون ہے

برف کا سینہ پگھل کر ایک دریا ہو گیا

کون ٹھہرا تھا یہاں پر اتنا مائل کون ہے

ارملا مادھو

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

DhunDhiye Is Shahr Mein Ab Kis Ko Hasil Kaun Hai

Urmila Madhav

DhunDhiye is shahr mein ab kis ko hasil kaun hai
aur zara batlaiye kis ke muqabil kaun hai

main ne mizanon se puchha taq par rakh kar zamir
apni in barbaadiyon mein aur shamil kaun hai

KHud hawale kar ke jis ne kashtiyan tufan mein
baadban se ja ke puchha mera sahil kaun hai

ye nasim-o-khaar-o-khas kis ne jalaya aag mein
aabshaaron ne ye socha itna jahil kaun hai

barf ka sina pighal kar ek dariya ho gaya
kaun Thahra tha yahan par itna mail kaun hai

(271) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read DhunDhiye Is Shahr Mein Ab Kis Ko Hasil Kaun Hai written by Urmila Madhav at UrduPoint. DhunDhiye Is Shahr Mein Ab Kis Ko Hasil Kaun Hai is one of the masterpieces written by Urmila Madhav. You can also find the complete poetry collection of Urmila Madhav by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Urmila Madhav' above.

DhunDhiye Is Shahr Mein Ab Kis Ko Hasil Kaun Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like DhunDhiye Is Shahr Mein Ab Kis Ko Hasil Kaun Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.