Rah Jo Chalni Hai UsMein KHubiyan Koi Nahin, Urdu Ghazal By Urmila Madhav

Rah Jo Chalni Hai UsMein KHubiyan Koi Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Urmila Madhav. Rah Jo Chalni Hai UsMein KHubiyan Koi Nahin comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Rah Jo Chalni Hai UsMein KHubiyan Koi Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

راہ جو چلنی ہے اس میں خوبیاں کوئی نہیں

ارملا مادھو

راہ جو چلنی ہے اس میں خوبیاں کوئی نہیں

روح اپنی چھوڑ کے وقت گراں کوئی نہیں

دہر ہے جلتا ہوا اور پتھروں کے آدمی

چلچلاتی دھوپ ہے اور آشیاں کوئی نہیں

اور کتنا آزمانا جو ہوا وہ خوب ہے

تم وہی ہو ہم وہی راز نہاں کوئی نہیں

ہے نیا کچھ بھی نہیں کیوں اس قدر حیراں ہوئے

ساتھ چلنے کو تمہارے اے میاں کوئی نہیں

سامنے مقتل ہوا لو فکر سے خارج ہوئے

بس یہی رستہ ہے جس کے درمیاں کوئی نہیں

ارملا مادھو

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Rah Jo Chalni Hai UsMein KHubiyan Koi Nahin

Urmila Madhav

rah jo chalni hai us mein KHubiyan koi nahin
ruh apni chhoD ke waqt-e-giran koi nahin

dahr hai jalta hua aur pattharon ke aadmi
chilchilati dhup hai aur aashiyan koi nahin

aur kitna aazmana jo hua wo KHub hai
tum wahi ho hum wahi raaz-e-nihan koi nahin

hai naya kuchh bhi nahin kyun is qadar hairan hue
sath chalne ko tumhaare ai miyan koi nahin

samne maqtal hua lo fikr se KHarij hue
bas yahi rasta hai jis ke darmiyan koi nahin

(224) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Rah Jo Chalni Hai UsMein KHubiyan Koi Nahin written by Urmila Madhav at UrduPoint. Rah Jo Chalni Hai UsMein KHubiyan Koi Nahin is one of the masterpieces written by Urmila Madhav. You can also find the complete poetry collection of Urmila Madhav by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Urmila Madhav' above.

Rah Jo Chalni Hai UsMein KHubiyan Koi Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Rah Jo Chalni Hai UsMein KHubiyan Koi Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.