KHud Shishe Ke Ghar Mein BaiThe Patthar Phenken Auron Par, Urdu Ghazal By Uroosa Jilani

KHud Shishe Ke Ghar Mein BaiThe Patthar Phenken Auron Par is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Uroosa Jilani. KHud Shishe Ke Ghar Mein BaiThe Patthar Phenken Auron Par comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHud Shishe Ke Ghar Mein BaiThe Patthar Phenken Auron Par on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خود شیشے کے گھر میں بیٹھے پتھر پھینکیں اوروں پر

عروسہ جیلانی

خود شیشے کے گھر میں بیٹھے پتھر پھینکیں اوروں پر

زخمی لوگ پکاریں بھی تو تہمت آئے لوگوں پر

اپنی اپنی سوچ میں گم صم بھاگ رہے ہیں سارے لوگ

خوف و ہراس کے اب پہرے ہیں ہنستے بستے شہروں پر

چاروں سمت مسافر چیخیں پتھر کی مانند میں چپ

بحر کنارے دیکھ رہا ہوں ٹوٹی کشتی لہروں پر

ہم لوگوں نے جو سوچا ہے لکھا ہے بے خوفی سے

حاکم لوگوں نے تو خوب لگائے پہرے سوچوں پر

عروسہ جیلانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHud Shishe Ke Ghar Mein BaiThe Patthar Phenken Auron Par

Uroosa Jilani

KHud shishe ke ghar mein baiThe patthar phenken auron par
zaKHmi log pukaren bhi to tohmat aae logon par

apni apni soch mein gum-sum bhag rahe hain sare log
KHauf-o-hiras ke ab pahre hain hanste baste shahron par

chaaron samt musafir chiKHen patthar ki manind main chup
bahr kinare dekh raha hun TuTi kashti lahron par

hum logon ne jo socha hai likkha hai be-KHaufi se
hakim logon ne to KHub lagae pahre sochon par

(221) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHud Shishe Ke Ghar Mein BaiThe Patthar Phenken Auron Par written by Uroosa Jilani at UrduPoint. KHud Shishe Ke Ghar Mein BaiThe Patthar Phenken Auron Par is one of the masterpieces written by Uroosa Jilani. You can also find the complete poetry collection of Uroosa Jilani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Uroosa Jilani' above.

KHud Shishe Ke Ghar Mein BaiThe Patthar Phenken Auron Par is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHud Shishe Ke Ghar Mein BaiThe Patthar Phenken Auron Par, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.