Na Kar Ghurur Agar Tu Kamal Rakhta Hai, Urdu Ghazal By Vala Jamal Al Aseeli

Na Kar Ghurur Agar Tu Kamal Rakhta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Vala Jamal Al Aseeli. Na Kar Ghurur Agar Tu Kamal Rakhta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Na Kar Ghurur Agar Tu Kamal Rakhta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہ کر غرور اگر تو کمال رکھتا ہے

ولاء جمال العسیلی

نہ کر غرور اگر تو کمال رکھتا ہے

کہ ہر عروج یہاں پر زوال رکھتا ہے

خدا ہی جانے میں آئی ہوں کیسے گلشن میں

یہاں تو خار بھی حسن و جمال رکھتا ہے

ہر ایک زخم پہ میرے نمک چھڑکتا ہے

وہ دوست میرا بہت ہی خیال رکھتا ہے

تمام رشتوں کو توڑا نہیں ابھی اس نے

خفا خفا ہے مگر بول چال رکھتا ہے

لبوں پہ اس کے شکایت نہیں ہے کوئی ولاؔ

مگر نظر میں ہزاروں سوال رکھتا ہے

ولاء جمال العسیلی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Kar Ghurur Agar Tu Kamal Rakhta Hai

Vala Jamal Al Aseeli

na kar ghurur agar tu kamal rakhta hai
ki har uruj yahan par zawal rakhta hai

KHuda hi jaane main aai hun kaise gulshan mein
yahan to KHar bhi husn-o-jamal rakhta hai

har ek zaKHm pe mere namak chhiDakta hai
wo dost mera bahut hi KHayal rakhta hai

tamam rishton ko toDa nahin abhi us ne
KHafa KHafa hai magar bol-chaal rakhta hai

labon pe us ke shikayat nahin hai koi 'wila'
magar nazar mein hazaron sawal rakhta hai

(377) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Na Kar Ghurur Agar Tu Kamal Rakhta Hai written by Vala Jamal Al Aseeli at UrduPoint. Na Kar Ghurur Agar Tu Kamal Rakhta Hai is one of the masterpieces written by Vala Jamal Al Aseeli. You can also find the complete poetry collection of Vala Jamal Al Aseeli by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Vala Jamal Al Aseeli' above.

Na Kar Ghurur Agar Tu Kamal Rakhta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Na Kar Ghurur Agar Tu Kamal Rakhta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.