Duniya Mein Jo MiThe Dariya Hote Hain, Urdu Ghazal By Varun Anand

Duniya Mein Jo MiThe Dariya Hote Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Varun Anand. Duniya Mein Jo MiThe Dariya Hote Hain comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Duniya Mein Jo MiThe Dariya Hote Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دنیا میں جو میٹھے دریا ہوتے ہیں

ورن آنند

دنیا میں جو میٹھے دریا ہوتے ہیں

وہ سب اس کے جوٹھے دریا ہوتے ہیں

باہر سے جو بہتے دریا ہوتے ہیں

اندر سے وہ پیاسے دریا ہوتے ہیں

رونے والے تجھ کو اتنا علم بھی ہے

اک آنسو میں کتنے دریا ہوتے ہیں

بارش کی بوندوں نے ہم کو سمجھایا

کچھ قطروں میں کیسے دریا ہوتے ہیں

اپنی آنکھیں دھوتا ہے وہ دریا میں

اب سمجھا کیوں نیلے دریا ہوتے ہیں

اس گاؤں سے پوچھو قطرے کی قیمت

جس گاؤں میں سوکھے دریا ہوتے ہیں

اس کی آنکھ سے نکلے آنسو ہیں وہ سب

رستے سے جو بھٹکے دریا ہوتے ہیں

ورن آنند

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Duniya Mein Jo MiThe Dariya Hote Hain

Varun Anand

duniya mein jo miThe dariya hote hain
wo sab us ke juThe dariya hote hain

bahar se jo bahte dariya hote hain
andar se wo pyase dariya hote hain

rone wale tujh ko itna ilm bhi hai
ek aansu mein kitne dariya hote hain

barish ki bundon ne hum ko samjhaya
kuchh qatron mein kaise dariya hote hain

apni aankhen dhota hai wo dariya mein
ab samjha kyon nile dariya hote hain

us ganw se puchho qatre ki qimat
jis ganw mein sukhe dariya hote hain

us ki aankh se nikle aansu hain wo sab
raste se jo bhaTke dariya hote hain

(287) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Duniya Mein Jo MiThe Dariya Hote Hain written by Varun Anand at UrduPoint. Duniya Mein Jo MiThe Dariya Hote Hain is one of the masterpieces written by Varun Anand. You can also find the complete poetry collection of Varun Anand by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Varun Anand' above.

Duniya Mein Jo MiThe Dariya Hote Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Duniya Mein Jo MiThe Dariya Hote Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.