Tanhai Se Jab Ukta Ke BaiTh Gaya, Urdu Ghazal By Vijay Rahi

Tanhai Se Jab Ukta Ke BaiTh Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Vijay Rahi. Tanhai Se Jab Ukta Ke BaiTh Gaya comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tanhai Se Jab Ukta Ke BaiTh Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تنہائی سے جب اکتا کے بیٹھ گیا

وجے راہی

تنہائی سے جب اکتا کے بیٹھ گیا

میں پھر میخانے میں آ کے بیٹھ گیا

پتھر کو پتھر ہی اچھے لگتے ہیں

سو اپنے طبقے میں جا کے بیٹھ گیا

آج گلی سے میں نے دیکھا تھا اس کو

چندہ چھت پر ہی شرما کے بیٹھ گیا

سانجھ ڈھلی تو ہم بھی اپنے گھر آئے

سایا پاس ہمارے آ کے بیٹھ گیا

آخر ایک چراغ نے ایسی کیا ٹھانی

دیکھو آگے آج ہوا کے بیٹھ گیا

لوگوں نے پوچھا جب اس کے بارے میں

راہیؔ اپنی نظم سنا کے بیٹھ گیا

وجے راہی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tanhai Se Jab Ukta Ke BaiTh Gaya

Vijay Rahi

tanhai se jab ukta ke baiTh gaya
main phir maiKHane mein aa ke baiTh gaya

patthar ko patthar hi achchhe lagte hain
so apne tabqe mein ja ke baiTh gaya

aaj gali se main ne dekha tha us ko
chanda chhat par hi sharma ke baiTh gaya

sanjh Dhali to hum bhi apne ghar aae
saya pas hamare aa ke baiTh gaya

aaKHir ek charagh ne aisi kya Thani
dekho aage aaj hawa ke baiTh gaya

logon ne puchha jab us ke bare mein
'rahi' apni nazm suna ke baiTh gaya

(2172) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tanhai Se Jab Ukta Ke BaiTh Gaya written by Vijay Rahi at UrduPoint. Tanhai Se Jab Ukta Ke BaiTh Gaya is one of the masterpieces written by Vijay Rahi. You can also find the complete poetry collection of Vijay Rahi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Vijay Rahi' above.

Tanhai Se Jab Ukta Ke BaiTh Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tanhai Se Jab Ukta Ke BaiTh Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.