Safar Mein Aise Kai Marhale Bhi Aate Hain, Urdu Ghazal By Aabid Adeeb

Safar Mein Aise Kai Marhale Bhi Aate Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aabid Adeeb. Safar Mein Aise Kai Marhale Bhi Aate Hain comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Safar Mein Aise Kai Marhale Bhi Aate Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سفر میں ایسے کئی مرحلے بھی آتے ہیں

عابد ادیب

سفر میں ایسے کئی مرحلے بھی آتے ہیں

ہر ایک موڑ پہ کچھ لوگ چھوٹ جاتے ہیں

یہ جان کر بھی کہ پتھر ہر ایک ہاتھ میں ہے

جیالے لوگ ہیں شیشوں کے گھر بناتے ہیں

جو رہنے والے ہیں لوگ ان کو گھر نہیں دیتے

جو رہنے والا نہیں اس کے گھر بناتے ہیں

جنہیں یہ فکر نہیں سر رہے رہے نہ رہے

وہ سچ ہی کہتے ہیں جب بولنے پہ آتے ہیں

کبھی جو بات کہی تھی ترے تعلق سے

اب اس کے بھی کئی مطلب نکالے جاتے ہیں

عابد ادیب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Safar Mein Aise Kai Marhale Bhi Aate Hain

Aabid Adeeb

safar mein aise kai marhale bhi aate hain
har ek moD pe kuchh log chhuT jate hain

ye jaan kar bhi ki patthar har ek hath mein hai
jiyale log hain shishon ke ghar banate hain

jo rahne wale hain log un ko ghar nahin dete
jo rahne wala nahin us ke ghar banate hain

jinhen ye fikr nahin sar rahe rahe na rahe
wo sach hi kahte hain jab bolne pe aate hain

kabhi jo baat kahi thi tere talluq se
ab us ke bhi kai matlab nikale jate hain

(1035) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Safar Mein Aise Kai Marhale Bhi Aate Hain written by Aabid Adeeb at UrduPoint. Safar Mein Aise Kai Marhale Bhi Aate Hain is one of the masterpieces written by Aabid Adeeb. You can also find the complete poetry collection of Aabid Adeeb by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aabid Adeeb' above.

Safar Mein Aise Kai Marhale Bhi Aate Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Safar Mein Aise Kai Marhale Bhi Aate Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.