Ghar Mein Aaram Ka Saya Nahin Rahne Deti, Urdu Ghazal By Aalam Nizami

Ghar Mein Aaram Ka Saya Nahin Rahne Deti is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aalam Nizami. Ghar Mein Aaram Ka Saya Nahin Rahne Deti comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ghar Mein Aaram Ka Saya Nahin Rahne Deti on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گھر میں آرام کا سایہ نہیں رہنے دیتی

عالم نظامی

گھر میں آرام کا سایہ نہیں رہنے دیتی

اب تو تنہائی بھی تنہا نہیں رہنے دیتی

مفلسی کتنی خطرناک ہے تم کیا جانو

یہ سلامت کوئی رشتہ نہیں رہنے دیتی

یہ تو اچھا ہوا سانسوں پہ نہیں بس اس کا

ورنہ دنیا مجھے زندہ نہیں رہنے دیتی

چاہتی کیا ہے یہ آوارہ مزاجی میری

ایک مرکز پہ ہمیشہ نہیں رہنے دیتی

کیا بری شے ہے یہ شہرت کی ہوس بھی عالمؔ

اچھے اچھوں کو بھی اچھا نہیں رہنے دیتی

عالم نظامی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ghar Mein Aaram Ka Saya Nahin Rahne Deti

Aalam Nizami

ghar mein aaram ka saya nahin rahne deti
ab to tanhai bhi tanha nahin rahne deti

muflisi kitni KHatarnak hai tum kya jaano
ye salamat koi rishta nahin rahne deti

ye to achchha hua sanson pe nahin bas us ka
warna duniya mujhe zinda nahin rahne deti

chahti kya hai ye aawara-mizaji meri
ek markaz pe hamesha nahin rahne deti

kya buri shai hai ye shohrat ki hawas bhi 'alam'
achchhe-achchhon ko bhi achchha nahin rahne deti

(615) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ghar Mein Aaram Ka Saya Nahin Rahne Deti written by Aalam Nizami at UrduPoint. Ghar Mein Aaram Ka Saya Nahin Rahne Deti is one of the masterpieces written by Aalam Nizami. You can also find the complete poetry collection of Aalam Nizami by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aalam Nizami' above.

Ghar Mein Aaram Ka Saya Nahin Rahne Deti is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ghar Mein Aaram Ka Saya Nahin Rahne Deti, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.