Farsh-e-maKHmal Pe Kabhi Nind Na Aai Mujhko, Urdu Ghazal By Aalam Nizami

Farsh-e-maKHmal Pe Kabhi Nind Na Aai Mujhko is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aalam Nizami. Farsh-e-maKHmal Pe Kabhi Nind Na Aai Mujhko comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Farsh-e-maKHmal Pe Kabhi Nind Na Aai Mujhko on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

فرش مخمل پہ کبھی نیند نہ آئی مجھ کو

عالم نظامی

فرش مخمل پہ کبھی نیند نہ آئی مجھ کو

اتنی راس آئی مرے گھر کی چٹائی مجھ کو

بات ساحل کی جو ہوتی تو سنبھل بھی جاتا

اس نے منجدھار میں اوقات بتائی مجھ کو

عزم پر میرے مسلط ہے جنوں منزل کا

کیسے روکے گی مری آبلہ پائی مجھ کو

جس نے جس طرح سے چاہا مجھے بدنام کیا

راس آئی نہیں دنیا کی بھلائی مجھ کو

ظلمت شب میں میں تنہا ہی لڑوں گا عالمؔ

ان چراغوں نے اگر آنکھ دکھائی مجھ کو

عالم نظامی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Farsh-e-maKHmal Pe Kabhi Nind Na Aai Mujhko

Aalam Nizami

farsh-e-maKHmal pe kabhi nind na aai mujh ko
itni ras aai mere ghar ki chaTai mujh ko

baat sahil ki jo hoti to sanbhal bhi jata
us ne manjdhaar mein auqat batai mujh ko

azm par mere musallat hai junun manzil ka
kaise rokegi meri aabla-pai mujh ko

jis ne jis tarah se chaha mujhe badnam kiya
ras aai nahin duniya ki bhalai mujh ko

zulmat-e-shab mein main tanha hi laDunga 'alam'
in charaghon ne agar aankh dikhai mujh ko

(578) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Farsh-e-maKHmal Pe Kabhi Nind Na Aai Mujhko written by Aalam Nizami at UrduPoint. Farsh-e-maKHmal Pe Kabhi Nind Na Aai Mujhko is one of the masterpieces written by Aalam Nizami. You can also find the complete poetry collection of Aalam Nizami by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aalam Nizami' above.

Farsh-e-maKHmal Pe Kabhi Nind Na Aai Mujhko is a widely read Urdu Ghazal. If you like Farsh-e-maKHmal Pe Kabhi Nind Na Aai Mujhko, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.